Jaruri nahi ki insan pyar ki murat ho,
Sundar aur behad khubsurat ho,
Achchha pyar to wahi hota h
jo tab aapke sath ho jab Apko uski zarurat ho...
LOVE IS LIFE
PA1
:couple:साथ :walking:चलने के लिए साथी चाहिए :sob: आंसू रोकने के लिए :innocent:मुस्कान चाहिए :heart: जिंदा रहने के लिए जिंदगी चाहिए और जिंदगी जीने के लिए :point_right::princess:आप चाहिए !!
If u r in a dark room,
U find blood everywhere and
wals r shaking
dont worry friend...................
u r at the safest place
u r in my heart JANU GEEEEEEEEEEE
Nigaahe Fer Kar Mujhse Mera Dil Todne Waale..
Mujhe Raah E Mohabbat Me Akela Chhodne Waale..
Agar Leti Hu Tera Naam..
To..
Mohabbat Ho Jayegi Badnaam..!
Door Kahin Meri Nazro Se Rahti
Hai Wo..
Har Lamha Mere Khayalo Mein
Rahti Hai Wo..
Kaisi Hai Wo, Kis Haal Mein Hai
Wo.. Dil Ke Mere Har Sawaal Mein
Rahti Hai Wo..
♥ mujhe neend ki talab nahi
par paato ko jaagna acha lgta hai....
♥mujhe nahi malum wo meri kismat
mai hai ya nahi,,
par usea khud se mangna acha lgta hai...
♥jane mujhe haq hai ya nahi,,
par uski parwah krna acha lgta hai...
♥use pyar krna sahi hai ya nahi,,
par is eshas me jeena acha lgta hai..
♥ kabhi hum sath honge ya nahi,,
par ye khwab dkhn acha lgta hai,..
♥wo mera hai ya nahi par usea,,
apna kehna acha lgta hai... ♥♥
♥piya♥