• Categories
  • Motivational Shayari   28
  • Mushkilo Se Bhag Jana Asan Hota Hai,
    Har Pehlu Zindagi Ka Imthian Hota Hai,
    Darne Walo Ko Milta Nahi Kuch Zindagi Me,
    Ladne Walo K Kadmo Me Jahan Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Motivational Shayari
  • Jo Na Pura Ho Use Armaan Kehte Hai,
    Jo Na Badle Use Imaan Kehte Hai,
    Jindagi Pyasi Bhale Hi Bit Jaaye,
    Par Jo Nahi Jhukta Use Insaan Kehte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Motivational Shayari
  • *"મન" કપડાનું નથી, તોય મેલું થાય છે.......*

    *દિલ કાચનું નથી તોય તૂટી જાય છે......*

    *મેં લાગણીનાં જન્માક્ષર જોયા છે..!!*

    *મે માણસનાં મનનાં હસ્તાક્ષર જોયા છે....*

    *જિંદગી સાચવીને જીવજે દોસ્ત,*

    *કેમ કે ... ગ્રહો કરતાં વધું*
    *માણસ ને નડતા..જોયા છે...!*
  • 4 years ago



    Tags : Gujarati Shayari SMS , Whatsapp Shayari SMS , Motivational Shayari , Gujarati Shayari Status
  • Dukh-sukh Ki Dhoop-chaanv Se Aage Nikal Gaye,
    Hum Khwaishon Ke Gaavn Se Aage Nikal Gaye,
    Toofaan Samajhta Tha Ke Hum Doob Jaaenge,
    Aandhi Mein Hum Hawaaon Se Aage Nikal Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Motivational Shayari
  • Har Jalte Deepak Tale Andhera Hota Hai,
    Har Raat Ke Piche Ek Savera Hota,
    Log Darr Jate H Musibat Ko Dekhkar,
    Har Musibat Ke Piche Such Ka Savera Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Motivational Shayari
  • दूर से हमें आगे के सभी रास्ते बंद नजर आते हैं क्योंकि सफलता के रास्ते हमारे लिए तभी खुलते जब हम उसके बिल्कुल करीब पहुँच जाते है|
    :smile::smile::smile::smile:
  • 9 years ago



    Tags : Motivational Status For Whatsapp , Motivational Shayari