Dukh-sukh Ki Dhoop-chaanv Se Aage Nikal Gaye, Hum Khwaishon Ke Gaavn Se Aage Nikal Gaye, Toofaan Samajhta Tha Ke Hum Doob Jaaenge, Aandhi Mein Hum Hawaaon Se Aage Nikal Gaye.
दूर से हमें आगे के सभी रास्ते बंद नजर आते हैं क्योंकि सफलता के रास्ते हमारे लिए तभी खुलते जब हम उसके बिल्कुल करीब पहुँच जाते है| :smile::smile::smile::smile:
Haskar Jeena Dastur Hai Jindagi Ka, Ek Yahi Kissa Mashur Hai Jindagi Ka, Beete Hue Pal Kabhi Laut Kar Nahi Aate, Yahi Sabse Badha Kasur Hai Jindagi Ka.