BEST RELATION ke network ke liye zaruri hai,
-yado ka recharge,
-sharart ka miss call,
-pyara sa sms,
-dil ki range,
-aur bharose ki lifetime validity.
तू :point_up_2: सफर मेरा:two_hearts: है तू :point_up_2: ही मेरी मंज़िल:sparkling_heart: तेरे :point_up_2: बिना गुज़ारा..!♡♡ ऐ दिल है मुश्किल...:gift_heart:
तू :point_up_2: मेरा खुदा..:dizzy: तूही :point_up_2: दुआ में शामिल.. तेरे :point_up_2: बिना गुज़ारा..!♡♡ ऐ दिल है मुश्किल... :gift_heart:
Ek time meri girlFrnd ne mujhe apne ghar bulaya,
Me ghar paucha or bell bajai,
Uski choti sister ne darwaza khola,
Wo bahut sundar thi,
Muskura k boli ap bahut smart ho,
Abhi ghar pr koi nhi he.
Mai akeli hu,Mai muskraya Or,
Apni bike ki taraf wapas jane laga,
To uski puri family ghar se baharaa gai or,
Meri sharafat ki tarif karte hue,
Mujhe gale lagaya or kaha,
Hum ko rishta manzur he.
Ab mai kya batau?
Ke Mai to bike ko lock karne gayatha..
Pyaar Vyaar To Ek Bahana Hai, Dil
Mile Na Mile Lips Ko Milana Hai, Ye
Style Hai Sab Ashiqon Ka, Kya
Kahe Doston Ye Dilip Kumar Ka Nahi
Emraan Hashmi Ka Zamana Hai!
Arz kiya hai
Na Chaaho Itna Hame
Chahoto Se Dar Lagta Hai,
Na Aao Itna Kareeb
Judai Se Dar Lagta Hai..
Tumhari Wafao Pe Bharosa Hai
Magar Apne Naseeb Se Dar Lagta Hai..!!
Maa beti se: Beti doodh ka glasspee lo;
.
.
Beti: No mama mujhe nai peena
.
Maa: Beti agr doodh nai peo gi tobari kse hogi?
.
Beti: maa apko b to doodh pasandnhi,
phir b aap bari ho gai hain
Mai b nhi peeongi to bari ho jaungi.
.
Maa:
Achi bachiyan zid nhi krti,
Agr meri achi beti ho to doodhpeelo
warna mei tum se khafa ho jaon gi.
.
Beti: OK mama,.
aap kehti hain tou mein doodh pee
leti hoon . .
.
.
Aur iss trha uss ki beti ne doodh pilia..
Post end tak kitnay dhyaan sayparha hai
Apki Kanjusi Dil Ko Bha Gai
Hamain Bhi Apne Fone K Balance Ki Keemat Samajh Aa Gai
Socha Ab Apko Message Na Karein
Magar Ye Kambakht Dosti Hamain Yaad aa Gai