Itni dosti naa karo ki bigad jaye hum.
thoda danta bhi karo ki sudhar jaye hum.
ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa,
magar itna bhi nahi k mar hi jaye hum.
Ek ladka aur ek ladki ek dusre se
bhut pyaar karte the..
.
.
.
.
Ladki ke baap ko pata lag gya...
.
.
.
Usne gusse se bijli se chalnewali
aaari ko ladki ke gardan(neck) pe rakh diya..
Woh aari ladki ko katne hi wali thi,
achanak light chali gayi...
.
Pass mai khadha woh ladka chillaya..
Congress sarkar Zindabad..
Moral: Agar sacha hai aapka pyaar
to saath hai Bharat Sarkar..
Apki Kanjusi Dil Ko Bha Gai
Hamain Bhi Apne Fone K Balance Ki Keemat Samajh Aa Gai
Socha Ab Apko Message Na Karein
Magar Ye Kambakht Dosti Hamain Yaad aa Gai
Maa beti se: Beti doodh ka glasspee lo;
.
.
Beti: No mama mujhe nai peena
.
Maa: Beti agr doodh nai peo gi tobari kse hogi?
.
Beti: maa apko b to doodh pasandnhi,
phir b aap bari ho gai hain
Mai b nhi peeongi to bari ho jaungi.
.
Maa:
Achi bachiyan zid nhi krti,
Agr meri achi beti ho to doodhpeelo
warna mei tum se khafa ho jaon gi.
.
Beti: OK mama,.
aap kehti hain tou mein doodh pee
leti hoon . .
.
.
Aur iss trha uss ki beti ne doodh pilia..
Post end tak kitnay dhyaan sayparha hai
Kisi mor pe ham ap ko khoney nahi denge..
Juda hona chaho to honey nahi denge…
Chandni raton man aye gi meri yad…
Meri yad ke wo pal ap ko soney nahi denge
Pyaar Vyaar To Ek Bahana Hai, Dil
Mile Na Mile Lips Ko Milana Hai, Ye
Style Hai Sab Ashiqon Ka, Kya
Kahe Doston Ye Dilip Kumar Ka Nahi
Emraan Hashmi Ka Zamana Hai!
तू :point_up_2: सफर मेरा:two_hearts: है तू :point_up_2: ही मेरी मंज़िल:sparkling_heart: तेरे :point_up_2: बिना गुज़ारा..!♡♡ ऐ दिल है मुश्किल...:gift_heart:
तू :point_up_2: मेरा खुदा..:dizzy: तूही :point_up_2: दुआ में शामिल.. तेरे :point_up_2: बिना गुज़ारा..!♡♡ ऐ दिल है मुश्किल... :gift_heart:
India ki reet:
Ladki agar khud pat jaye to PYAR...
Dost log patwaye to UPHAR... Gharwale la de to
SANSKAR... aur agar khud patake ghar le aao to
HAHAKAR...!!:p...
1 Ladka Aur Ladki 1 Dusre ko Q Nhi Samajh Pate?
Q ki khuda ne Ladke ko Accha DIMAG diya H Or
Ladki ko Accha DIL, Mgr Ladka DIL se Sochta H Or Ladki DIMAG se..