• Categories
  • Love Saying SMS   2887
  • Kabhi Maa Ko Na Dekhu To Chain Nahi Aata Hai, Dil Na Jane Kyu Maa Ka Naam Sochte Hi Behel Jata Hai, Kabhi Muskra De To Lagta Hai Zindgi Mil Gayi Mujhko Nayi, Kabhi Dukhi Ho To Dil Mera Bhi Dukhi Ho Jata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • U may b out of my NAZAR, but u not out of my DIL, u may b out of my reach but u not out of my SOCH. I may b KUCH BI NAHIN 2 u. But u’ll always b SAB KUCH 2 me!! Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Has Kar Jeena Dastoor Hai Zindagi Ka Ek Yehi Kissa Mashhoor Hai Zindagi Ka Beete Huye Pal Kabhi Laut K Nahi Aate Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka..
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • 3 Cheze Zindgi Me Ek Baar Milti Hai. Maa-Baap, Husn, Jawani. 3 Cheeze Soch Samjh Ke Uthaao. Kadam, Kasam, Kalam. 3 Cheeze Soch Ke Karo. Mohabt, Baat, Faisla.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • "हद से ज्यादा खुशी और हद से ज्यादा गम कभी किसी कौ मत बताऔ! जिंदिगी मे लोग हद से ज्यादा खुशी पर"नजर"और हद से ज्यादा गम पर "नमक"जरुर लगाते है!...
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • r Kisi Ka Haq Nhi Bnta: Hamari "Ishq" Ki Dukaan Hai "Ishq" Le Jaya Karo Kabhi Rona Nhi Hardam Mushkuraya Karo Hum Lete Nahi Paise "Ishq" Ke Badle Bs Apne Sare Gum Hme De Jaya Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko Sochta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De…
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Har Ladki K Life Me 1 Esa Ladka Hota Hai Jise Wo Bhula Nhi Sakti.. . Aur"" . Har Ladke K Life Me 1 Esi Ladki Hoti H Jise Wo Pa Nahi Sakta
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Never Search A Person Whom You Want Search A Person Who Wants You Dont Care For Those Who Ignore You Care For Those Who Are Ignoring Others For You.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Chhodo Ye Ameeri Gareebi, Dil Ki Dunia Me Sab Ameer Hote Hain.. Jo Sirf Le Sabse Aur Na De Sake Kisi Ko, Pyar Me Bas Wohi Gareeb Hote Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Sometimes Missing Gives Sweeter Feelings Than Remembering. Bcoz, V Can Remember Many, But V Miss Only The One Whom V Never Want 2 Miss In Our Life.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Bahut Kuch Sikha Jaati Hai Zindagi, Hansa Ke Rula Jaati Hai Zindagi, Jee Sako Jitna Utna Jee Lo Dosto, Kyu Ki Bahut Kuch Baaki Rehta Hai Aur Khatam Ho Jaati Hai Zindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Nafrat kiya huti hai hum nahe jante zindgi ko hum apna nahe mante gum mile mujhe itne ke ehsaas nahe huta koi pyar bhe kare to visvas nahe hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Hr baar Meri kismat kafa mili mjhko, Na jane kya bhul thi jiski saza mili mjhko, Socha tha ki koi to h jo sirf mere liye bna h... pr wohi v mjhse judi mili mjhko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • I m feeling so happy, do u know why? cuz i m so lucky, do u know how? cuz God loves me. Do u know how? cuz he gave me a gift. Do u know what? its YOU my love
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • Mujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom hai, Dard-e-dil ki inteha maloom hai, Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena, Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Saying SMS