Sardar ki maut bijli girnay se hoi,
Per us ki laash muskuratay hoay mili,
baghwan ne pocha aisa kiun?
to sardar bola "mai nu laga koi photo khinch raiya ae"
Some1 Wrote 2 Sardar,
"Agr Tum Zaheen Ho To Rs100 Bhejo.
Hosihyar Ho To 200. Agr Dono Ho To 300 Bhejo"
Sardar Sent Rs 600 N Wrote,
"O-A Main Sabka Baap Hu
1 sardar ne apne 6 month k baby ki birthday party arrange kr li,
Kisi ne pucha:
6 month k baby ki birthday kese?
Sardar: hmary haan semester System hai.
Sardar K Sir Se Khoon Nikl Raha Tha
Dr: Ye Kaise Hua.?
Sardar: Mein Hath Se
Diwar Tod Raha Tha
To Kisi Ne Kaha
Paji Kabhi Khopdi Ka B
Istmal Kar Lia Karo.!
Sardar Train Ka Intezar Kar Raha Tha,
Train Aayi,
Upar Likha Tha Bombay Mail,
Wo Bhag Ke Chadh Gaya Aur Biwi Se Kha:
Jab Bombay Female Aye To Tum Bhi Chad Jana
2 Sardar Sending Sms Their Girlfriend
1st Sardar: Mai Tere Mobile Se
Teri Girlfriend Ko Sms Bheju.
2nd Sardar: No No No.
1st Sardar: But Why ?
2nd Sardar: Usne Handwriting
Pahchal Li To. . !
Sardar apni Billi se tang aa ke use dur chhod aya.
Ghar aya to billi vapas aa gai thi !
Wo dusari bar chhod aya aur billi phir vapas aa gai !
3rd time wo use bahut dur aur complicated route pe chhod aya.
Vapas raste me usne apni biwi ko phone kiya: Kya Billi ghar aa gai?
Biwi:Yes
Sardar: Us kamini ko bhej yahan, main rasta bhul gaya hun....
सरदार जी की माँ : पुत्तर तुझे यहाँ से जालंधर जाने में 1 दिन लगा और वापस आने में 3 दिन लगे , वो भी नयी कार से ऐसा क्यों ?? .. .. सरदार जी : माँ ! ये कार बनाने वाले भी पागल हैं ! आगे जाने के लिए 4 गियर बनाये हैं , और वापस आने के लिए केवल 1 ही रिवर्स गियर बनाया है !
Sardar Ki Maa
Puttar Tujhay Yahan Se
Jalindhar Janay Mein 1 Din Laga
Aur
Wapas Aanay Mein 3 Din Wo B Naye Car Se
Srdar : Maa Ye Car Bananay Wale Bhi
Pagal Hein Janay K Liay 4 Gear
Or Aanay Ke Liay Sirf 1 (Revers) Gear.
:: Best sardar jokes ::
Sardar GUN ly kr Darwaazay pr Kharaa huaa thaa
Wife: y r u standing here?
Sardar: Sher kaa Shikaar karnay jaa Rahaa hun
Wife: Tou Jao
Sardar: Kaise Jaon bahar KUTTA Kharaa hei
1 Srdar: Yaar Wo Ladki behri lagti he. Me kuch kehta hu,wo kuch aur hi bolti hai
2 srdar: Wo kaise?
1 srdar: Mene”I love you” kaha, to wo boli Mene kal hi Naye SANDAL kharide hai.
Sardarji: Me E-Mail bana raha hu. Sardar, Sardarg, Sardar123, Sardarabc Koi bhi nhe mil rha.
Sardarji Friend : Tum "Akalmand_Sardar" try kro 100% mil jye ga.