• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Jane kya zamana mujhse chahta hai. mera dil thod karmujhe hasana chahta hai jane kya baat jalakti hai mere chehre se jo har koi mujhe aajmana chahta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Thandi hai coffee garam kar lo is pathar dil ko thoda naram kar lo aap k hote hue company k msg aa rhe h hm par bhi thoda sa raham kar lo.....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tod diya dosti ka rishta hamara jo tha sadiyo purana Shayad unhe mil gaya koyi aur yara Jane dho yaro ye galati hamari hi hogi jo lagayi thi aas wo Sunehri na hogi unhe pasand hoga koyi aur jo humse smart hoga pr unhe abi tak pata nhi k dil se wo gareeb hoga Hm ab aur na chahenge aur na kisi ko dil deynge ye huyi thi humse galti jo ab sudhaar lenge na dhenge ye dil ab kisi ko aur na pachtayenge kabi jo huyi hai katha na dhuarayenge kabi..iio
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yaado me teri tanha baithe hai , Tere bina labon ki hasi gawa baithe hum , Teri duniya me andhera na ho , Isliye khud ka dil jala baithe hum .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aakhiri tis aazamane ko jee to chaha tha muskurane ko yad itani bhi sakhtjan to nahi ik gharaunda raha hai dahane ko sangrezon mein dhal gaye aansu log hansate rahe dikhane ko zakhm-e-nagma bhi lau to deta hai ik diya rah gaya jalne ko jalne wale to jal bujhe aakhir kon deta khabar zamane ko kitane majabur ho gaye honge ankahi bat munh pe lane ko khul ke hansana to sab ko aata hai log tarasate rahe ik bahane ko
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kisi aur ke baho main rahkar, wo humse wafa ki bate karte hai ye kaisi chahat hai yaro. Wo bewafa hai jankar bhi, Hum unhi se pyar karte hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Itna Na Zulm Uthao Ki Mar Jaun, Yun Har Waqt Sataya Nahi Karte. Mana Jine Ki Tamanna Baaki Nahi Magar, Yun Zinda Lashon Ko Jalaya Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Toot jaye khuwab to judne ka kiya aash rakhna....palko ko bheigne ka kiya hisab rakhna.....bus is liye mushkura dete hain hum....ki apni udaasi se kisi ko kiya udaas rakhna.....?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aapki nashili yaadon mein dubkar humne ishq ki gehrai ko samjha, Aap toh de rahe the dhokha aur humne jaanke bhi kabhi aapko bewafa na samjha!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge Meri zindagi main Suraj nikle na nikle Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindgi Me Kabhi Use Chain Na Aayega Tanhai Ka Andhera Use HarPal Satayega Jab Kabhi Usse Karega Koi Bewafai Tab Use Mera Pyar Yaad Aayega.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Jin Siddato Se Koshish Kar Raha Hoon  Ab Mai Tumhe Bhulane Ki Kambakht Kabhi Bahut Dil Se Dua Maanga Karta Tha Tumhe Apna Banane Ki"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sadiyon Sey Jagi Ankhon Ko Eik Bar Sulaney Ajao, . Mana Key Tum Ko Pyaar Nahi, Nafrat Hi Jataney Ajao, . . Jis Mor Pey Hum Ko Chor Gaye, Hum Bethey Ab Tak Soch Rahey, . Kya Bhool Hoi Kyun Juda Hoye Bus Yeh Samjhaney Ajao, By; Bhavik Parmar
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aab key baad koi nahi roye ga Wo waqt nahi raha to ye bhi nahi rahey ga Wo youn hi bat bat per roth jata hai Wo kitni dair aur rotha rahey ga Agar muhabbat ka sila milta hai yehi To koi bhi ab muhabbat mein nahi khoye ga Tu kiun ro raha hai aaj ‘Gul’ Kia ab laut key nahi aaye ga
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • teri chahat me dil majbur ho gaya bewafai karna tera dastur ho gaya qusoor tera nahi qusoor mera hai tujhe chaha hi itna ke tujhe khud par gurur ho gaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabhi use bhulana chaha, Kabhi use manana chaha, main ney jab bhi chaha sirf use chaha, na jane kya baat thi mere aansoo mein jo usne mujhe sirf aur sirf rulana chah...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apnapan Sikha Ke Juda Ho Gaye, Na Socha Na Samjha Khafa Ho Gaye, Humne Kisi Ko Apna Kaha, To Woh Bhi Logo Ki Baato Me Aakar Bewafa Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • woh aam c shaam thi jab juda huay thay hum, na toot kar pyar kia or na ro sakay hum, na zamany say kuch kaha hum nay, barbad ho gaye bari saadgi say hum
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS