Ek ladka or ladki ek dusreko bahut
pyar karte the.
Ek din ladki mar gayi, usne swarg me
se
ladke ko kaha, "ek wada tha tera har
wade ke piche, tu milega muje har
gali
har darwaje ke piche. Par kyun tu itna
BEWAFA nikla, ek tu hi neahi tha
mere
janaze ke piche"
ladke ne ankh me ashu ke sath javab
diya, "ek wada tha mere har wadek
piche,
milunga tuje har gali har darwaje ke
piche. Tune hi mud kar nahi dekha, ek
aur janaza tha tere janaze k piche.*..
क्यों मरते हो बेवफा सनम के लिए….
एक कद जगह भी नहीं मिलेंगे दफ़न के लिए…
मरना है तो हिन्द ये वतन के लिए मरो
हसीना भी दुपट्टा उतार देगी तुम्हारे कफ़न के लिए …
Jab tak tere aanchal se yeh paimaa’n bandhe hain,
Janaan, Mere laut aaney ke imkaa’n bandhe hain,
Us ko kabhi aati bhi nahin ho gi meri yaad,
Jis shakhs se har lamhaa mere dheyaa’n bache hain..
Gam Ki Andhiya Aise Chali K Uda Le Gya Sabkuch....,
Dil Me Chahat Aise Jagi K Badal Gya Sabkuch....,
Aankhon Se Aasoon To Hamare V Bahte Hai, Bas Muskura K Sah Lete Hai Sabkuch......!!
Hame Anshuo Se Zakhmo Ko
Dhona Nahi Aata, Milti Hai
Khushi To Us Se Khona Nahi
Aata, Sah Lete Hai Hai
Har Gum Has Ke, Log Khate
Hai Ki Hume Rona Nahi Aata.
HAMIDKHAN
Mein phool hun mujh ko mehka dey
Mein sookh gaya hun mujh ko khila dey
Mujhay ishq mein apna-ley ya is sey dara dey
Mujhay bakhsh dey ya saza dey
Mujhay aur kuch nahi chahiye ‘Gul’
Tu khod ko bas mera bana dey
Chaha tha humne jise use bhulaya na
gaya,
Zakhm dil ka logon se chhupaya na
gaya,
Bewafai ke baad bhi itna pyar karta hu
ki, Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na
gaya
by- BHAVIK PARMAR
Apne Hathon Se Chiraghon Ko Bujane Lag Jaen
Tum To Kehte Ho K Hum Tikane Lag Jaen
Os Ko Sochein To Rag-E-Jan Se Bhi Nazdeek Hy
Wo
Aor Dhondein To Kae Zamane Lag Jaen
Hum Iss Aas Pe Bethay Hyn Shikisht-E-Khayal
Ain Mumkin Hy K Wo Ehd Nabhane Lag Jaen
Mana K Zakhim Judai Ka Buhat Gehra Hay
Aor Aisa Bhi Nahin Hy K Hum Dikhane Lag Jaen
Na Jane Ye Nazrein Kyun Udas Rehti Hain,
Na Jane Inhe Kiski Talaash Rehti Hai,
Ye Jankar Bhi Wo Kismat Me Nahi Hai..
Fir bhi Unhe Pane Ki Ek Aas Rehti Hai.
By Hareram
***
Mat Puch Mere Sabr Ki Intha Kaha Tak Hai,
Tu Sitam Kar Teri Taqat Jaha Tak Hai,
Muje To Meri Wafaki Ummid Puri Hai,
Dekhna Ye Hai Ki Tu Bewafa Kaha Tak Hai,
,
Todna hota to rishta hum na banate,
Umeed nahi hoti to hum sapney na sajaate.
Aitbaar kiye hum apke wafa pe,
bharosa na hota to dil apke haath me na thamatey.
Yaaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane Se Pehle Botal Hilayi Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai,
Aa Jao Tute Dil Walo
Yaha Dard-E-Dil Ki,
Dawa Pilayi Jati Hai!
Alone heart