• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Mai shisha hu keh diya tha zamane se, Wo baaz na aya fir bhi aazmane se, Mai khush thi uski khushi me, Uski khushi thi mere tut jane me...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • shamshan ke bahar likha tah: Manzil to teri yahi thi. Bas zindagi guzar gayi teri aate aate. kya mila tuje is duniya se, Apno ne hi jala diya tuje jate jate.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • I Will REMEMBER You NOT As The One Who BROKE My HEART BuT As The One Who TAUGHT Me HOW To LIVE With BROKEN HEART Still Love You!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhari Ankho Me Koi Hoga, Tumhari Baton Me Koi Hoga, Tumhare Dil Me Koi Hoga, Tumhare Dard Me Koi Hoga, Par Hum Tumhare Honge Jab Tumhara Na Koi Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • tnha chalte chalte hm raho me kho gye, tujhe pane ki hasarat me ye naina taras gye. mere khwab tute yu sise ki tarah, ki dil ke arma aansuo me bah gye......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek chhoote se sawal par Itni khamoshi….????? Bas itna hi toh puchha tha- “Kabhi wafaa ki h kisi se…” ??
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aisi bewafaai ki ussne , Mohabbat bhi badnaam ho gayi…. Apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne, Ke hamari arthi bhi nilaam hogayi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jab unki gali se gujarta hu meri aanhein ek dastak de deti hai. dhukh ye nahi ke vo darvaja nahi kholti, khushi ye hai ki vo mujhe abbhi pehchan leti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Muddat Hui Dil Ko Sataati Rahi Teri Yaad Ansoo Ban Lahu Mein Ghul Jaati Rahi Teri Yaad Subah Ko Lalima Ban Chhaa Jaati Rahi Teri Yaad Dhoop Mein Saya Ban Saath Chalti Rahi Teri Yaad
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Naam uska likh kar mita raha tha main, Dil ko apne yun bahla raha tha main..!! Na thi jisko mere pyar ki kadar ae dosto, Ittefaq se usi ko chah raha tha main..!! Usi diye ne jala diya mere hatho ko, Jisko hawa se bacha raha tha main …!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek tanha raat me apki yaad aayi, tanhai mitane ko humne ek cigrate sulgai, na jaane kaise qayamat ho gayi ke dhooeein ne bhi apki tasvir banayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • DIL KE DARD KO CHUPANA JITNA MUSHKIL HAI; TOOT KAR FIR MUSKURANA UTNA HI MUSHKIL HAI; KISI KE SATH DOOR TAK JAO AUR FIR DEKHO; KI AKELE LAUT KAR AANA KITNA MUSHKIL HAI !!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ishq ka baaki imtihaan aaj bhi hai dil par tera nishaan aaj bhi hai tum toh bhool gaye jaake nai duniya me tere liye koi preshaan aaj bhi hai log bhoole hai jala tha kisi ka ghar yaha par magar khandhar ka nishaan aaj bhi hai jamane ka kya bigda jo lut gaya kisi ka jahan jamana toh mutmaaeen aaj bhi hai nibhaya hai tumne khoob wafa ka vaada meri peeth pe khanzar ka nishaan aaj bhi hai banaya tha jo tumne hamari kabr-e-ishq pe wo mehel aalishaan aaj bhi hai K.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kitni buri lagti hai zindagi, jab hum khudko tanha paate hain, marne ke baad milte hai 4 kandhe , Aur jeete jee hum ek khande ko taras jaate hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mumkin Ho Aap Say To Bhula Dijiye Mujhay Pathar Pay Hon Lakeer, Mita Dijiye Mujhay Har Roz Mujh Say Taaza Shikayat Hai Aap Ko Mai Kia Hon, Aik Baar Bata Dijiye Mujhay Merey Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-e-Guftugu Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiye Mujhay Mai Kia Hon, Kis Jagah Hon, Mujhay Kuch Khabar Nahi Hain Aap Kitnay Duur Zara Sada Dijiye Mujhay Ki Mai Nay Apnay Zakham Ki Tash’heer Jaa Baja Mai Maanta Hon Jurm, Saza Dijiye Mujhay
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Abhinav shukla Log phoolon se mohabbat karte hai, kaaton ko kisne yaad kiya, hum kaaton se mohabbat karte hai, kyunki phool ne hume barbaad kiya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Jo Tum Ne Diya Wo Gahera Tha, Kar Ke Wade Tum Ne Bhula Diya Hum Ko, Zakhm Dene Wale Tera Shukuriya, Jo Zindagi Ka Tune Matlab Samjha Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS