Dil ke dard ko chupana kitna mushkil hai ,
Toot ke phir muskrana kitna mushkil hai ,
Door tak jab chalo kisi k sathto phir ,
Tanha laut k aana kitna mushkil hai .....
Meri Barbad Zindagii Ke Kisse Sunte Hai Sabhi.
Jese Koi Kahani Sunte Hai Sabhi
Me Ro Ro Kar Sunati Hu.
Or Mazak Banate Hai Sabhi.
Meri Zindagi Ke Kisso Pe Hasne Waalo.
Koi Tum Par Na Hase Kabhi.
Isliye
Mohabbat Na Karna Kabhi.
jis ko milne ki sada karta raha mein aarzoo
khud pe raha na qaboo wo jab aya mere samne
ek aarse baad mile ho kiya haal hai tumhara
itna bhi na poch saka wo jab aya mere samne
Swee2
Chord Ke Jaman Jaunga Mai....
Humesa Nahi Thordi Hi Paal Ke Liye....
Laut Ke Na Aun To Mujhe Bhula Dena....
Mere Khayal Aapne Dill Se Nikal Dena....
Samajh Lena Mai Iss Duniya mai Nahi Hun....
Sittaro ke Banho Se Dekh Raha Hun Tumhe....
Tujhe Masus Kar Raha Hun....
Aur, Tere Pyar Ko Hasil Kar Raha Hun....
Tere Dill se Mere Khayal mita Raha Hun....
toota ho dil to dukh hota hai.
karke mohabbat kisi se ye dil rota hai.
dard ka ehsas to tab hota hai.
jab kisi se mohabbat ho aur uske dil me koi aur hota hai
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत जलाने देना…
वो नादान है यारो… अपना हाथ जला लेगी.
Hum to tere dil ki mahfil sajane aye the,
Teri kasam tujhy apna banany aye the.
Kis baat ki sazaa di tu ne ham ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnane aye the…
Mohabbat ka jahan bhi naam hota hai ...rona tadapna aam hota hai...,khusnashib ko kabhi mohabbat nahi hota ..ye to hum badnasiebo ka kaam hota hai....?
Jaante He Ham Pyar Aasan Nahi Hota,
Karte He Sab Par Koi Eis Dariya Se Paar Nahi Hota,
Sath Deneka Vada To Sab Karte He,
Par Wada Karne Ke Baad Koi Yaad Nahi Rakhata
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,
Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saka,
Tumko bewafa kehne ka kabil na raha...