Pal Pal Uska Saath Nibhate Hum
Ek Ishare Pe Dunya Chhor Jate Hum
Samandar K Beech Me Pohanch Kar Fareib Kya
Usne
Wo Kehte To Kinaare Pe Hi Doob Jate Hum_
Hota kaise gam unhe hamari ruswayi ka...
Jab fark hi nahi padta unhe hamari judai ka...
Khamoshi se saha har Dard humne...
To ilzam laga diya humpe bewafai ka.
Jakhamo ko si kar yu kab tak chupaoge . Kabhi to ankho ki bat tum junba par laoge . Bhale na kaho tum bewfa unko . Par apane dil ko kab tak bahlaoge BY LAKI 7860102120