• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kash jate hue waqt ko rok pate hum, Dosti me bitaya har lamha jod pate hum, Na jane kitni yade dosto ne di hume, Kash unke liye zindagi ko piche mod pate hum....!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jitna chaho Rula Lo, Aaj Rone Ke Din Hai.... Kaal Hum Phir Royenge, Kaal Bhi Rone Ke Din Hai.... Hasna Likha Hai Nahi Mere Iss Jevan Mai.... Rona Hi Hai Mere Zindegi, Ye Mehefil Chord Ke Jana Kanha....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dii ko kisiki yaad me beqrar mt krna Chirag bankar hwao se pyar mt krna Hmne bhi ki thi yahi galti Or unhone kha ab mera intezar mt krna.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yeh raat itni tanha kyun hoti hai, kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai... Ajeeb khel khelti hai yeh kismat Jise hum pah nahi sakte usi se mohabbat kyun hoti hai…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Main ne us se bas itna hi puchha tha ki, ek pal mein.. kiisi ki jaan kaise nikal jati hai, Us Ne Chalte Chalte Apna Haath Mere, Haath Se Chhura Liya………
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Us ajnabi ka youn na intezaar karo Is aashiq dil ka na aitbaar karo Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso Itna kabhi na kisi se pyaar karo
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Two Hearts make love,Many Hearts try to break that love, But Making or Breaking depends on the level which that Two Hearts, Beats for each other &
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • खुद को ख़ुदा कहा और खुद ही ख़ुदा हो गए, रिश्तों की कशमकश में खुद से जुदा हो गए ! बांचते रहे तमाम उम्र आईने में अपनी सूरत, तन्हा रहे जिंदगी में और भीड़ में ही खो गए !!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya Hai Kasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya Hai Kyon Dosh Dete Hein Hum Kanto Ko Zakham To Humne Phulo Se Paaya Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mehefil Na Sahi Tanhayi To Milti Hai, Milan Na Sahi Judayi To Milti Hai, Kaun Kehta Hai Ki Pyar Me Kuch Nai Milta, Wafa Na Sahi Bawafai To Milti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sochta Hun Sagar Ki Lahero Ko Dekh Kar Kyu Yeh Kinaray Se Takra Ke Palat Jati Hain Karte Hain Ye Sagar Say Befawa Ya Phir Sagar Se Wafa Nibhaten Hain. Chandu
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Geele Kagaz ki tarah hai zindgi apni, Koi likhata bhi nhi aur koi jalata bhi nhi, IS kadar akele ho gaye hai hum, Aaj kal koi SATATA bhi nhi aur koi MANATA bhi nhi...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki Yaado Ki Jhalak Aaj Bhi Hai, Unki Sanso Ki Mehak Aaj Bhi Hai, Kaise Bataun Us Bewafa Ko, Ki Ye DiL Unke Bina Udaas Aaj Bhi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barbad kr gye jindgi Wo zindagi pyar ke naam pe, Bewafai mili hume wafa ke naam pe, Aise jakhm de gaye wo Dawa ke naam pe, Khuda bhi ro pada meri Mohobbat ke anjaam pe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek bewafa jisne tanhai ka manjar nahi dekha. Afsos mere dil ke andar nahi dekha. Mujhe dekhkr usne patthar bata diya.Me mom tha chukar nahi dekha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Muskurane ki vajah kya jane hum Hum to unki yaad ko tazaa karte hai. Kambakth ye hasi bhi aisi hai ki Unki judai mein bhi ro kar muskurati hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS