Toota ho dil to dukh hota hai,Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai,Dard ka ehsaas to tab hota hai jab,Kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai
...life is sad..
Gam ki duniya se guzarish hoti hai...khushi se Gam ki sifarish hoti hai.....kabi tanhai me apne mohabbat ko yaad karna..phir dekhna aankho se kitni barish hoti hai......?
Log Peete Hai Gum Ko Bhulane Ke Liye,
Lekin Peene Se Dil Ki Aag Nahi Bujhti,
Hum Peete Hai Aapko Yaad Karne Ke Liye,
Q Ki Nashe Me Aap Bewafa Nahi Lagti...
Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda Keemat Hi Kuch Aisi Thi
Jeeti Baazi Haar Gaye Hum Kismat Hi Kuch Aisi Thi
Koi Na Samjhe Koi Na Jaane Kaisi Yeh Majbbori Hai
Paas Hain Ek Dooje Ke Kitne Phir Bhi Kitni Doori Hai
Aankhon Main Aansu Ke Hain Qatre Hoton Pe Khamoshi Hai
Hans Na Sake Hum Ro Na Sake Hum Halat Hi Kuch Aisi Thi
Khan
Bagair Jane Pahechane Ikrar Na Kijiye
Muskura Kar Diloko Bekrar Na Kijiye
Phool Bhi De Jate Hai Zakham Gahere Kabhi Kabhi
Har Phul Par Yu Aaitbar Na Kijiye
dil se...
किसी की याद में हम बरसो रोते रहे,
बेवफा वो नीकले और बदनाम हम होते रहे,
प्यार में मदहोशी का आलम तो देखो,
धुल चेहरे पे थी, और हम आईना धोते रहे............ —
Unhone Jab DiL Ka HaaL Batana Chhod Diya,
Humne Bhi Unke Kreeb Jana Chhod Diya,
Jab Unko Hi Ehsaas Nahi Doori Ka,
To Humne Bhi Ehsas Dilana Chhod Diya.
Kitabo Me Mere Fasane Dhundte Hai;
Nadan Hai Guzre Zamane Dhundte Hai
Jab Wo The To Talash-e-Zindagi Bhi Thi;
Ab To Hum Maut K Thikane Dhundte Hai
Musafir Be-Khabar Hai Teri Ankho Se;
Tere Sheher Me Hi Sahare Dhundte Hai
Tujhe Kya Pata Aye Sitam Dhane Wale;
Hum To Rone K Bahane Dhundte Hai...!!
Shayad is thokar ke bad sambhal jaenge,
bewafai ki nagari se khud hi nikal jaenge,
bhul kar v bhul na karenge is jindagi me,
bhul kr v kisi ajnabi ko apna dost na banaenge.
hum raste me unke ghr se hokr jaa rhe the,
apni majil ki trf,
lekin unhone apne ko hi majil smjh liya ,
manjil smjh bhi lete to theek tha,
lekin unhone to thukra diya hme begaana smjh kr.
Is Dil Mein Khayaal Jab Tumhaare Hote Hai,
Mere Daaman Mein Chaand Aur Sitaare Hote Hai,
Ek Main Aur Meri Tanhai Shab-E-Hizar Mein,
Aur Tumhari Yaadon Ke Sahare Hote Hai,
Tera Aana,Muskurana,Mujhse Lipat Jaana
Haath Mein “Kamal” Ye Chalti Hai Khud-Ba-Khud,
Ek Khayaal Aur Kamaal Kitne Saare Hote Hai,
Jab Kalam Ko Zakhmo Ke Ishaare Hote Hai..!!!
dil she...
Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai,
Dard e dil ki inteha maloom hai,
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai..