खुशियां मिल ही जाएँगी एक दिन रोते-रोते ही सही;
कमज़ोर दिल के हैं वो लोग जो हँसने की सोचते ही नहीं;
पूरे होंगे हर वो ख्वाब जो देखे हैं अँधेरी रातों में;
ना समझ हैं वो जो डर से पूरी रात सोते ही नहीं।
kahan se layein hunar use manane ka
koi jawab nahi tha uske rooth jane ka
milni thi mujhe hi saza is mohabbat mein
kyon ki jurm maine hi kiya tha us se dil lagane ka
I LOVE YOU MAHI
mene DALI pe najar DALI
kisi ne achi DALI to kisi ne buri DALI
magar mene jis DALI pe najar DALI
mali ne usi DALI ko hi kat DALI
bichari meri DALI
BY- BHAVIK PARMAR
Zara Se Zindagi Hai Armaan
Bahut Hai, Humdard Nhi Koi
Par Insaan Bahut Hai, Dil
Ka Dard Sunaye Kisko, Jo
Shakhs Dil Ke Kareeb
Hai Wo Anjaan Bahut Hai..!
Ab aansoonon ko aankhon me sajana hoga,
Charaag bujh gaye khud ko jalana hoga,
Na samajhna ki tumse bichadke khush hain hum,
Hamein logon ki khatir muskurana hoga..
Chup chup rehna kuch na kehna
Ye bhi aik udasi hy,
Hans k saaray sadmay sehna
Ye bhi aik udasi hy,
Bethay bethay kho sa jana yun he door khayalon mein,
Chaltay chaltay hanstay rehna
Ye bhi aik udasi hy,
Dil ki batain sun kr hansna ye to sb ki aadat hy,
Ghum ki baat pe hanstay rehna
Ye bhi aik udasi hy,
Maar k kankar lehrain gin’na beth k jheel kinaray per,
Kuch logoun ka hy ye kehna
Ye bhi aik udasi hy…!!
Ek Muddat Se Mere Haal Se Begana Hai,
Jane Zalim Ne Kis Baat Ka Bura Mana Hai,
Mein Jo Ziddi Hoon Tu Wo Bhi Hai Ana Ka Qaidi,
Mere Kehne Per Kahan Us Ne Chale Aa Na Hai..
Sheher ko teri justaju hai bohat,
In dinon hum pe guftagu hai bohat,
Jab se parvaaz ke shareek miley,
Ghar bananey ki aarzoo hai bohat,
Dard reh reh ke sar uthaata hai,
Kabhi kam ho gaya, Kabhi hai bohat,
Kuch tou woh yaad bhi bohat aya,
Kuch in ankhon mein bhi lahu hai bohat,
Peeney wali aankh hai darkaar,
Aankh ko chaand ka sabuu hai bohat..
Chor di ham ne dunia bas teri khushi ke liye..
jee sakenge na ab ham kisi ke liye..
tera milna, bicherna ek khwab sa tha..
teri qasam traste rahe bas ek hansi ke liye..
teri judai se badh kr kiya gham ho ga..
zakham kafi hain yeh hee meri zindgi ke liye
Jhuka hai aasman aaj tere pairon k niche,
Pyar mera dba raha tere palkon k niche,
Dard nhi hua hme jindgi main kabhi,
Sanso ne dhokha diya jab tumne apne ankhon se ansu giraya mere pyar k kishti k niche......