• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Zindagi ek saza si lagne lagi, Gum ki aandhiyo me is kadar ulajhne lagi, Galti humari bhi thi ki humne pyar ka izhar nahi kiya,, Aur wo kisi aur se pyar karne lagi........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi Chahat Ka Silsila Hai, Phir Bhi Jisko Chaaha Wo Kahan Mila Hai, Dushmano se Humein Koi Shikayat Nahi, Apno Ne Hi Luta Is Baat Ka Gila Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai, Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai, Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko, Isliye Mere Aansoo Bhi Tere Liye Pani Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tu aag hai Main paani hoon Tu husn hai Main jawani hoon Jo beet gayi kal raat tere saath bewafa Main us raat ke har pal ki nishani hoon
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • adse Ban Kay Log Yahan Mila Kartain Hain Zakam Dekay Kaam Kiya Kartay Hain Roz Gir Jati Hai Devar Teri Yaadon Ki Roz Hum Maut Kay Saaye Mein Raha Kartay kk
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • pyar unse karo jo use nibhana janta ho, dil usko do jo use sambhalna janta ho, khwab unse rakho jo use apna mane, khwab unse mat rakho jo sirf todna janta ho
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kaha koi aisa mila jis par dil luta dete .... har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete,, hum apna gum dil me dabaye phirte hai,,, karte hai baya to mehfil ko rula dete hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab Jab Aata Hai Ye Barsaat Ka Mausam, Teri Yaad Sath Hoti Hai Humdum, Socha Is Mausam Me Tujhe Yaad Nahi Karenge, Par Fir Socha Ki Hum Baarish Ko Kaise Rok Payenge…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • banakar apni mehfil wo use sajana bhul gaye, pyaas lagti rhi unhe.. shayad humari mohabbat ka jaam uthana bhul gaye.. hum bhi khde thy usi mehfil k dehylij pe, darwaza toh khola unhone shayad humne andar bulana bhul gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Muddat se thi kisi se milne ki aarzoo Khwahish E Didaar mai sab kuch gava diya Kisi ne di khabar ki vo aayenge raat ko Itna kiya ujala ki ghar tak jala diya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • mai chiraag hon tere aashyane ka kabhi na kabhi bujh hi jauonga.....aaj sikayat hai tujhe mere ujale se kal andhero me bahut yaad aauonga.....shaban 4 u ...form Gonda,.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi aur ke baho mein rahakar Wo humse wafa ki bate karte hai Ye kaisi chahat hai yaro, Wo bewafa hai jankar bhi, hum unhi se pyar karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ....... Zindgi Mili "Zara Si Thi" Kuch Is Me Kami "Zara Si Thi" Woh Roz Hota Gaya Paas Mere.!! Lekin Phir Bhi Dori "Zara Si Thi" Chand Jaagte Jaagte So Bhi Gaya! Raat Abhi Beeti "Zara Si Thi" Mohabat Baant Di Us Ne Zamane MeinLekin.! Jo Mere Hisse Mein Aai Wo MuhabBAt "ZARA Si Thi"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sadiyon Sey Jagi Ankhon Ko Eik Bar Sulaney Ajao, . Mana Key Tum Ko Pyaar Nahi, Nafrat Hi Jataney Ajao, . . Jis Mor Pey Hum Ko Chor Gaye, Hum Bethey Ab Tak Soch Rahey, . Kya Bhool Hoi Kyun Juda Hoye Bus Yeh Samjhaney Ajao, By; Bhavik Parmar
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • pyar ki rasham nibha di hamne,tujhe pane k lie hasthi mita di hamne,tumne kadar na jani meri waphao ki,teri aarju me haq khushiya luta di hamne.....SUMMER
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS