क्यों मरते हो बेवफा सनम के लिए….
एक कद जगह भी नहीं मिलेंगे दफ़न के लिए…
मरना है तो हिन्द ये वतन के लिए मरो
हसीना भी दुपट्टा उतार देगी तुम्हारे कफ़न के लिए …..
zindagi me kabhi pyaar karne ka dil ho to apne dukh se pyaar karna .,..kiyon ki duniya ka dastor hai ye ki jise jitna chaho use utna hi dour pauoge...?
Mere pyar ko duniya mein koi samajh na paya.
rote thay jab tanha koi mere sath na aaya.
mita diya khud ko unke liye pyar mein.
aur wo kehte hai ki mujhe pyar karna na aaya
Be-khabar ho gaye hai kuch log humse,
jo hamari zarurat ko mehsoos nahi karte..
kabhi bhot baaten kiya krte the hum se,
ab kheriyat tak maloom nahi karte..
"Us Bewafa se Kehna ik Yaar Tha Tumhara,,
Tum Zindagi Thay uski wo Piyar tha Tumhara,,
Tum khawabon Mein kihayalon Mein rehty thay Us K,,
Tum jaan thay Us ki woh Dildar tha Tumhara,,
Tm Yaad karo woh Pal woh din aur Woh Raaten,,
Tum ibtida Thay us ki woh Aghaz tha Tumhara,,
Do pal judai k jo Kaatay na jatay Thay,,
Tum Sur thy us Ki aur woh Saaz Tha tumhara,,
Dekh Ay dost us ki Muhabat ka ye Taqaza,,
Tum ho gaye Kisi aur k aur wo Aaj bhi hai
Tumhara...;(
BEWafa_o_ko duniya mai jaga nahe milta,
Iss liya hum Bewafa ho gay.
Kisi ko hum pyar ka dard nahi dena chahtE.
Isiliya hum ye janha chorna ki faisla li hai.
hamen ab kho ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho
mujhe tum yaad aate ho
kisi ka ho ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho
mujhe tum yaad aate ho
samandaar tha toh zor-o-shor se lehrein bahata tha
samandaar tha toh zor-o-shor se lehrein bahata tha
ab qatra ho ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho
mujhe tum yaad aate ho
bayan karte jo haal-e-dil
toh yunhi muskura deta
toh yunhi muskura deta
vohi ab ro ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho."
Khan
Maut Mangtey Hai Tho Zindgi Khafa Ho Jaati H,
Zehar Leten Hai Tho Vo Bhi Dawa Ho Jaati H,
Tu Hi Bata Ae Mere 2st Kya Karu,
Jisko Bhi Chahten Hain Tho Vo Bewafa Ho Jaten H
Hum tere hijar mein andar se bikhar jate hain,
Zinda lagte hain magar asal mein mar jate hain,
Jab kabhi bolta hai hai hanss ke kisi aur se tu,
Kitne khanjar mere seeney mein utar jate hain,
Teri yaadon ki agar’batiyan jal uthte hi,
Hum tere dard ki khushbu’on se bhar jate hain,
Hum se awaara phira karte hain galiyon mein kahin,
Shaam hote hi Wasi log to ghar jaate hain..
Jis ko tum chaaho wo mohabbat,
Aur jo tumhein chaahe us ka kya?
Jis ke liye tum roye wo mohabbat,
Jo tumare liye roya uska kya?
Jis ke liye tum tarpe wo mohabbat,
Jo tumhare liye tarpa uska kya?
Jis ko tumne chaaha wo tumko mile,
Aur jis ko tum na mile uska kya?
~"Yad Bankar Ham Dil Me Aate
Rahenge
Yunhi Waqt B-e-waqt Tadpate
Rahenge ...!!!
............
Dua Karo Ki Umar Chhoti Ho Hmari ***Varna
Jane Kab Tak Satate
Rahenge"~"..... !!!