• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Yaad se badi koi daulat nhi hoti? Sath rehna hamesha kismat nhi hoti? Duriyan kar deti hai yadon ko zinda, Warna yaadon ki koi keemat nhi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na main pas usko bula ska Na main Dil ki baat bta ska Wo hansi hansi mein he chal dia K main hath tak na mila ska Yun he sochta raha door tak Magr usko kuch na bta ska Ye maqam he tha ajeeb sa K main khud ko b na bcha ska Wo juda hua to kuch is tarah Koi rasam tak na nibha ska Usay jana tha wo chala gya Magar Main Usay aaj tak na bhula ska
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Badi mehnat se meri duniya lutai hogi, Meri mohabat ki hasti mitai hogi... La tere pairon mein marham laga du, Kyon ki … Mere dil ko thoker marne mein tuje chhot to ai hogi..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Toote Huwe DIL Ki Aawaaj Mujhe Kahiye, Aur Jismen Hai Sab Gum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye , Main Kaun Hun Aur Kiya Hun Kiske Liye Zinda Hun, Main Khud Bhi Nahi Samajha Woh Raaz Mujhe Kahiye,?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bas Aur Do Kadam Mere Sath Chalna Yaro; Us Se Aage Hum Khud Tumse Bichd Jayenge; Aage Intezar Kar Rahi Hai Mehbooba Maut Hamari; Uske Sath Hum Khud Tumse Aage Nikal Jayenge...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi Jab Bhi Tere Samne Haqiqat Layegi Tere Honton Par Mera Naam Zaroor Layegi Aur Jab Bhi Chalega Mahfil Me Wafa Ka Charcha Us Din Meri Kahani Tere Bohot Kaam Aayegi....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Rahte jinko dia wo tabah kar gae, mohabbat jise dia wo fanna kar gae, kya meri jindagi me wafa likha hi nahi hai, jo jisko v chaha wo bewafa ho gae,.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • पढ़ रहा हूँ मै.. इश्क़ की किताब ऐ दोस्तों, ग़र बन गया वकील तो.. बेवफाओं की खैर नही!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mai sardko ki har debaar par likh dunga. Ki tu jhuta hai gadhar hai. Lekin mai aisa kuch v nahe korunga. Kyun ki mai tujhse sacha pyar korta tha. Lekin kya kora upar wale ko mere sath hi mazak korna tha. Tord gaya dil aur le gaya pyar. Jo ek dushman v nahe kr pata kisi dusman k sath. Wo tune Aaj kr_ka dikhaya. Naaz hai tumpe mera. Mein jisse pyar korta tha. Wo bohod bora jadugarni nikla...!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat farzz hoti ja rahi hai, Kisi ka qarzz hoti ja rahi hai, Badan ko chaatt le gi ab yaqeenan, Judaai marzz hoti ja rahi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaney wali ruton ke anchal mein Koi saa’at saeed kya ho gi Raat ke wakt rang kya pehnoon Roshni ki kuleed kya hogi Jabke baadal ki aut laazim ho Janti hoon, ke deed kya hogi Zard mausam ki khushk tehni se Konplon ki umeed kya hogi Chand ke koi pass bhi sunaney ko Ab ke koi naweed kya hogi Gul na hoga to jashne khushbu kya Tum na ho ge tou eid kya hogi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Khuda Dil Banaata Na Kisi Se Pyar Hota.. Na Kisi Ki Yaad Aati Na Kisi Ka Intezaar Hota.. Dil Diya Hai Ise Sambhaal Ke Rakhna.. Sheeshe Se Bana Hai Patthar Se Bacha Ke Rakhna...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • --- Tujse dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalo me, aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum teri yaad se khud ko bacha na sake. Aur teri dosti ko chupa na sake. Ye bhi maloom tha k paa na sakenge tumhe, Magr phir bhi umeed k die ko bujha na sake. Kitni hasrat thi k keh doon, tum bin jee nahi sakte. Magar samne tere hum nazrein utha na sake. Tum bhi to jan kar hi anjan se ban gaye. Aur hum bhi tumhe haal-e-dil bata na sake. Laakh koshish ki dil ne, k bhool jaon tujhe. Magr ik din bhi tuje bhula na saky...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain... Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko... Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jin Siddato Se Koshish Kar Raha Hu Ab Main Tumhe Bhulane Ke Kabhi Bahut Dil Se Dua Manga Karta Tha Tumhe Apna Banane Ki …
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS