• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Yaadon me humari aap bhi khoye honge, Khuli aankho se kbhi aap bhi soye honge, Mana hasna hain adaa gam chhupane ki Par haste haste kabhi aap bhi roye honge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • उल्फत में अक्सर ऐसा होता है, आँखे हंसती हैं और दिल रोता है, मानते हो तुम जिसे मंजिल अपनी, हमसफर उनका कोई और होता है!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Agar Mohabbat Ki Tijarat Ka Itna Shoq Hai To Ye Baat Bhi Jaan Lo Wasi. Yahan Wafa Ka Koi Mol Nahi Hota Or Bewafa Bohat Anmol Hote Hen
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barbad Kar Geya Wo Zindagi Pyar K Nam Se Bewafai Mili Sirf Wafa K Nam Se Zakhm He Zakhm Diay Usne Dawa K Nam Se Khud Bi Ro Para Wo Meri Mohabat Ke Anjam Se dilse..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu? Tu Hi Bata Teri Yaad Aaye To Kya Karu? Hasrat Hai Ki Ek Nazar Tujhe Dubara Dekh Lu, Kismat Woh Lamha Na Laye To Kya Karu?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindgi me kabhi use chain na aayega . . Tanhai ka andhera use har pal satayega . . . Jab kabhi usse karega koi bewafai . . . Toh use mera pyar zarur yaad aayega . . . . - vicky kolekar
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • banakar apni mehfil wo use sajana bhul gaye, pyaas lagti rhi unhe.. shayad humari mohabbat ka jaam uthana bhul gaye.. hum bhi khde thy usi mehfil k dehylij pe, darwaza toh khola unhone shayad humne andar bulana bhul gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Akhir DiL Apna Todna Pada Hme Rukh Unse Modna Pada Hme Itni Mohabat ki Unse kya Bataye Yaro Unki khushi k Liye Unhe Hi Chodna Pada Hume. Rahul
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ULFAT Ke MoD Pe Aisa WAQT Aaya Hai ZAKHM DiL Ka Zuban Ne SUNAYA Hai Nahi Roya Jo KAANTO Ki CHUBHAN Se Use PHULON Ki Khushbu Ne RULAYA Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • हम तो तेरे दिल की महफिल सजाने आऐ थे.. तेरी कसम तुझे अपना बनाने आऐ थे.. किस बात की सज़ा दी तुने हमको बेवफा.. हम तो तेरे दर्द को अपना बनाने आऐ थे..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jaante He Ham Pyar Aasan Nahi Hota, Karte He Sab Par Koi Eis Dariya Se Paar Nahi Hota, Sath Deneka Vada To Sab Karte He, Par Wada Karne Ke Baad Koi Yaad Nahi Rakhata
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafa To Woh Khud Thi, Par Ilzaam Kisi Aur ko Deti Hai, Kabhi Leti Thi Wada Mujhse Saath Na Chhdo Ne Ka, Ab Yehi Wada Kisi Aur Se Leti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na jaane tum pe itna yakin kyon hai? Tera khayal bhi itna haseen kyon hai? Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai; to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai? Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Bewafa Ke Yaad Mein Maine Jam Utha Liya, Ek Bewafa Ke Yaad Mein Maine Jam Utha liye, Fir Lagaya Bread Pe, Fatafat Kha Liye, Plzz Note: Saare Aashiq Bevade Nhi Hote Kuch Bhuke Bhi Hote Hai.!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ¸.•°*”˜˜”*°•.✫ ☻/ღ˚ •。* ♥♥ ˚ ˚✰˚ ˛★* 。 ღ˛° 。* °♥ ˚ • ★ *˚.ღ 。 /▌*˛˚ ░ ░ٌٌٌ♥Mat Intezar Karvao Humse Itna Ki Waqt Ke Faislo Pe Tumhe Bhi Afsos Ho Jay, ˚ * ˛˚ ♥♥ 。✰˚* ˚ ★ღ ˚。✰ •* ˚ ♥♥" ✰˚ ♥* ♥♥ Kya Pta Tum Baat Karne Aye…Aur Tab Tak Humari Ruh Hi Khamosh Ho Jay::::::::::: ♫ ..•* ★¨`*•♫.•´*.¸.•´♥ ♫
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhayi se ho gyi h meri dosti... Tanhayi bhi akele me hogi ye sochati... na chah kr bhi kyu yad krta hu tujhe . jbki yad bhi teri rat bhar h mujhe kosti...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tute Huye Paimaane Me Jaam Nahin Aata Ishk K Mareez Ko Aaram Nahin Aata Dil Torne Wale Kamse Kam Ye To Socha Hota K Tuta Hua Dil Kisi K Kaam Nahin Aata...@
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tere gum ne na jane kitne dilo ko mekhane banadiya.. Gum ki mene ek goot aur li sharb ki ek goot, jalim fir bi nasili nikle jite hue ko usne fir se murda bana diya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS