Uski yaadon ki chingari ne Dil me aag laga di
.
U sko Dil me basaya apne Dil ko SazaDi
.
Zara khayal na aya mujhe apne Dil ke armano ka
.
Apne armano ko aaj maine khudhe aag laga di......
Zakhm Aisa Diya Ki Koi DawaKaam Na Aayi
Aag Aisi Lagai Ki Paani Se Bhi BujNaa Paayi
Aaj Bhi Rote Hai Hum Unki YaadMein
Jinhe Hamari Yaad Aaj Tak NaaAayi….
Mohabbat shoq se hoti hai, iraadon se nahin.
Dosti insaan se hoti hai, pattaron se nahin.
Agar gila ho koi dil may to mita dena,
Giley apno se kiye jaatey hain, ghairon se nahin
ha mai ciggrete jalata hu mai, har kasht mai mot ke karib jata hu mai, ciggrate hai to kya huva...tere gum ko bhulata hu mai, har aek pal aaj bhi tuje hu mai, teri yad mai ciggrate pita hu mai, shayad yahi aek wajah hai...ke kambakt ciggrate jalata hu mai
Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate,
Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate,
Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me,
Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate….
कहानी दर्द की मैं ज़िंदगी से क्या कहता,
ये दर्द जिसने दिया मैं उसीसे क्या कहता,
गिला तो मुझको भी करना था प्यास
का लेकिन,
जो ख़ुद ही सुख गया उस समंदर से क्या कहता...
Tere ishq me is kadar doob gaye hain,
Ki khud ko hi bhool gaye hain,
Pehle to saath hi sapne dekha karte the,
Lekin ab saare sapne bhi choor ho gaye hain.
Wafa Ki Aag Mein Jo Khud Ko Jala Deta,
Unse Mohabbat Ka Main Rishta Nibha Deta,
Aaj Agar Unki Galiyon Mein Jata Toh,
Unki Yaadon Ko Aakhir Jawaab Kya Deta,
Khanzar Utarti Thi Tanhai Jis Dil Mein,
Agar Mujhe Kehte Haan, Toh Khud Ko Mita Deta,
Banzar Padi Hai Mohabbat Ki Dharti Bhi, Eh Sanam,
Kash Chale Jaane Ke Baad, Unko Bhula Deta,
Bewafa Ne Agar Ek Moka Diya Hota,
Zamaane Ko Bhi Main Mohabbat Sikha Deta… —
Hum Agar Aapse Mil Nahi Paate
Aisa Nahi Hai Ki Aap Hamein Yaad Nahi Aate
Maana Jahan Ke Sab Rishte Nibhaye Nahi Jaate
Lekin Jo Dil Me Bas Jaate Hain Unhe Bhulaya Nahi Jaata…
Ek bewafa se wafa ki ummeed rakhi hai,
Is dil me saja kar unki ek tasveer rakhi hai,
Na de sake wo insaaf hamari wafa ko,
Fir bhi kadmo mein unke hamne hamari takdeer rakhi hai.
Nadani pyar mein hamne esi kar rakhi hai,
Ke ik bewafa se wafa ki ummeed rakhi hai