Kahan tak zalim tera intzaar karoOn,
Tu bewfa to nhi, magar kitna etbar karoOn,
Sitam mujh par huye or tum chup hi rahe,
Tu hi bata kAb tak mai akela hi pyar karoOn.
Intzar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na sikwa raha na shikayt kisi se,
Agar hai to ek mohbbat,
jo in tanhayion se ho gayi hai..
by- BHAVIK PARMAR
Aakhir kah hi dala usne
ek din is kadar tute ho
bikhar kyo nahi jate...
kab tak jio ge ye dard
vari zindagi kisi din
khamoshi se mar kyo nahi
jaate....
वो नाराज़ हैं हमसे कि हम कुछ लिखते नहीं;
कहाँ से लाएं लफ्ज़ जब हमको मिलते नहीं;
दर्द की ज़ुबान होती तो बता देते शायद;
वो ज़ख्म कैसे दिखाए जो दिखते नहीं।
By Hareram
Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta,
Marne wale ke saath har koi nahi marta,
Are Marne ki baat to door rahi,
Yaha to zindgi hai phir b koi yaad nahi karta…
Deewana Hum Tujhe Bhi Bana
Denge. Dil Me Hum Tere Apni,
Yaad Ki Sama Jala Denge. Raho
Tum Chahe Jitna Bhi Patthar
Dil Ban Ke. Par Apni Yaado Se
Ek Din Tumko Zaroor Rula Denge.
Mohabat ki Qasam Wo Aisa Nahi tha,,
Wo Apna tha Magr Lagta Nahi tha,,
Najane Q na Aaya Mujhse Milne,
Zamane se To Wo Darta Nahi tha,
Hansi ki Bari Aadat thi Usko,
Wo Mujhko Dekh kar Magr Hansta Nahi tha,,
Mere Dil main hai ShamilUski Ulfat,Nain,
Wo Mere jesa tha Faqat Mera Nahi tha.
Hath faila k manga tha use khuda se, Par
khuda ne meri friyad ko suna nhi...
Jb b puchi mene iski wjh To usne kaha,
Q chaha use jo tere liye bna hi nhi...
Muhabbat Sikha Ke Juda Ho Gaya
Na Socha Na Samjha Khafa Ho Gaya
• • •
Duniya Me Ek Bar Humne Kisi ko Apna Kaha Tha
Wo Bhi Logon Ki Baaton Me Aakar Bewafa Ho Gaya....!!
Wo Mohabbat meiN ye kaisi
wafaa de gaya
khus rahun usse bhool kar ye
Duaa de gaya
Koi raQeeb hota to maiN bhool
jata usse
habib ban kar bhi vo mujhe jafaa
de gaya
chala gaya woh guzre hue
mausam ki tarah
mujhe tanhai meiN jine ki saza
de gaya
Chaand ban kar utarna tha meri
aangan meiN
wo dard ke barish aur thandii
hawaa de gaya
Kitna muskil hai khud ko
samjhaNa
jab mout se bhi badh kar koi
sazaa de gaya
Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye