Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye
तेरी बेवफ़ाई अब क्यूँ रास आने लगी है.!
ज़िंदगी किस अंजाम तू पहुचाने लगी है.!!
तेरी मुहब्बत की हरदम ज़ुस्तज़ु मैने करी.,!
क्यूँ गैर पर प्यार अपना बरसाने लगी है.!!
एक दिन तू भी मुझे ढूँढेगी गुल्सिता में.!
अलग बात है अब किसीको भाने लगी है.!!
चाहा तुझे था शिद्दत से रूह मे समा कर.!
क्यूँ जिस्म का साथ छोड़ यूँ जाने लगी है.!!
मुझ पर इतना सितम क्यूँ करती है बता.!
किस गुनाहा की सज़ा ये तू देने लगी है.!
Ek tufaan aaya or sab kuch
uda kar chala gaya
______
Gujra hua waqt bahut kuch
sikha kar chala gaya
______
Kabhi socha naa tha dunia
me aise log bhi hote hai
______
Jinhe chup karaya wahi
hume rula kar chala gaya
Barbad Kar Gaya Wo Zindagi Pyar K Naam Se.....
Bewafai Mili Sirf humein Wafa K Naam Se....
Zakham hi Zakhm Diye Usne Dawa K Naam Se....
Khud bhi Ro Para Wo Meri Mohabat Ke Anjam Se.....
Khus hai wo log jinhone kabi pyar nahi kiya,
kisi ki ek jhlak pane ka intjar nahi kiya,
Bada chain milta hoga unhe rato me,
Jinhone sapne me kisi ka intzar nhe kya.
"Us Bewafa se Kehna ik Yaar Tha Tumhara,,
Tum Zindagi Thay uski wo Piyar tha Tumhara,,
Tum khawabon Mein kihayalon Mein rehty thay Us K,,
Tum jaan thay Us ki woh Dildar tha Tumhara,,
Tm Yaad karo woh Pal woh din aur Woh Raaten,,
Tum ibtida Thay us ki woh Aghaz tha Tumhara,,
Do pal judai k jo Kaatay na jatay Thay,,
Tum Sur thy us Ki aur woh Saaz Tha tumhara,,
Dekh Ay dost us ki Muhabat ka ye Taqaza,,
Tum ho gaye Kisi aur k aur wo Aaj bhi hai
Tumhara...;(
Chaha tha humne jise use bhulaya na
gaya,
Zakhm dil ka logon se chhupaya na
gaya,
Bewafai ke baad bhi itna pyar karta hu
ki, Bewafa ka ilzaam bhi us par lagaya na
gaya
by- BHAVIK PARMAR
Kabhi Ro Ke Muskuraye, Kabhi Muskura Ke Roye....Jab Bhi Teri Yaad Aayi Tujhe Bhula Ke Roye....Ek Tera Hi To Naam Tha Jise Hazar Bar Likha....Jitna Likh Ke Khush Hue, Us Se Ziyada Mita KeRoye....!!
Agar Bheegne Ka Itna Hi
Shaukh Hai Baarish Mein..
To Dekho Meri Aankho Mein..
Baarish To Har Ek Ke Liye
Barasti Hai..
Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..