Bachpan Key Din Bhi Kitny Achhe Hotey They
Tab Dil Nahi Bas Khiloney Tuta Krte They
Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata,
Bachpan Mein Toh Dil Bhur Key Royaa Krte They…
तू नजीरे-हुस्न है, मैं
मिसाले-इश्क हूं
तू खुदा की नूर है, मैं बुझा
चराग़ हूं
है अभी मुझे यकीं, इस
जनम में वस्ल हो
ये यकीं अस्ल हो, मैं अभी
दुआ में हूं
सोलह दरिया पार की तब
तेरा शहर मिला
तूने सुनी थी जो सदा, मैं
वही आवाज़ हूं
आग में सुरुर है और दर्द
भी मजबूर है
जल रहा हूं शौक से, मैं हिज्र
का माहताब हूं...
Ek Hasrat Thi Ki Unke Dil Mein Panah Milegi
Kya Pata Tha Unse Mohabbat Ki Saja Milegi
Na Apno Ne Samjha Na Gairon Ne Jaaana
Kya Pata Tha Meri Taqdir Hi Mujhe Bewafa Milegi.
Abhi heart9648933206
Tanhai ka mausam hai..
hum hain aur gam hai..
Bas ye soch ke Muskura diya krte hain..
kisi ne kaha tha haste rhna tumhe hamari kasam hai.
Usi ko yad karke has raha
warna ander kutna dard hai
bata nai sakta
Bas ek Dil-e-Tamanna Rhi Use Paane
Ki
Har ek Koshish Bekar Rhi Use
Bhulane Ki
Meri Lash Se Lipat Kr Rone Dena
Use Dosto
Badi Hasrat Thi Use Seene Se Lgane
Ki.....!!
Nahi tha visva jb tujhe mere pyar par. Kyon kiya tha haan tune mere ikrar par. Jina tha tujhe jb kisi or ke sath. Na thamna chahiye tha tujhe mera haath
um uski yaad main barso rote rahe...
Bewafa wo nikle badnaam hum hote rehe...
Pyar main madhoshi ka aalam toh dekhiye dhul chehre pe thi aur hum aaina dhote rahe..........
Dosti me ankhe to dil ki juban hoti hai,
Sachi dosti to sada bejuban hoti hai,
Dosti me dard mile to kya ghabrana,
Suna hai dard se dosti jawan hoti hai.