• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Jaam pe jaam peene se kiya faida doshto...raat ki piyi huyi sharab subh utar jayegi..,agar peena hi hai to do boond bewafai pee ke dekho....saari umar nashe me hi gujar jayegi...like this plz ..s.k..?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pass Reh Kar Juda Si Lagti Hai Zindagi Be-wafa Si Lagti Hai ... ! Mein Tumhare Bagair Bhi Jee Loon Ye Dua Bad-dua Si Lagti Hai ... !! Naam Us ka Likha Hai Ankhon Main Aansuon Ki Khata Si Lagti Hai ... !!! Woh Abhi Is Taraf Se Guzra Hai Ye Zameen Aasman Si Lagti Hai ... !!!! PYAAR Karna Hi Jurm Hai Shayad Aaj DUNIYA Khafa Si Lagti Hai ... !!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil dhadakne ka sabab yaad aaya Woh teri yaad the ab yaad aaya Badi mushkil se din guzara tha Phir tere wada-e-shab yaad aaya Baith kar saya-e-gul main Nasir Hum bohat roye woh jab yaad aaya......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • mohabbat ki mujhse fariyad mat karna ho sake to mujhe kabhi yaad mat karna sab kuch luta diya mohabbat me maine ho sake to mujhe aur barbad mat karna
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Toota ho dil to dukh hota hai Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai Dard ka ehsaas to tab hota hai jab Kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai…Rahul....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kahan sawaab kahan kya azaab hota hai mohabbaton mein kab itna hisaabhota hai bichad ke mujhse tum apni kashish na kho dena udaas rehne se chehra khrab hotahai usse pata hi nahi hai ke pyar ki baazi jo haar jaaye wohi kamyaab hota hai jis mein likhta hun aise ke khud hipadh paaon kibaa-e-zeest mein aisa bhi baab hota hai bohat bharosa na kar lena apni aankhoN par dikhayi deta hai jo kuch woh khwaab hota hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaj Bhi Unki Nazron Mein Raaz Wahi Tha Chehra Wahi Tha Chehre Ka Libas Wahi Tha Kaise Unhe Bewafa Keh Doon Aaj Bhi Unke Dekhne Ka Andaz Wahi Tha...♥
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • देता है क्या ये दर्द बस हमको , क्या समझेंगे वो इन आँखो की नमी को , लाखों दीवाने हो जिस चाँद के , वो क्या महसूस करेंगे एक तारे की कमी को |
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Ana", , , "Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana", , ,"Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal", , , "Agar Yeh Sans Tham Gayi To Meri Lash Se Aakar Lipat Jana". .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya Hai Kasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya Hai Kyon Dosh Dete Hein Hum Kanto Ko Zakham To Humne Phulo Se Paaya Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Vo Juda Ho Ke Bhi Meetha Dard De Rahe Hai Dur Reh Reh Ker Fir Se Pass Aane Lage Hai Fir Se Kyo Voh Kyon Yad Aa Rahe Hai Jin Ko Bhulane Me Hame Jamane Lage Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bikhre hue rishte ki kimat hi kya, jab todnewala hi na janta ho, bewafa se pyar ki ummeed hi kya, jab vo nibhana hi na janta ho.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar K Naam Se, Bewafai Mili Sirf Wafa K Naam Se, Zakhm Hi Zakham Diye Us Ne Dawa K Naam Se, Asman Bhi Ro Pada Meri Mahobat K Anjam Se.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Us ajnabi ka youn na intezaar karo Is aashiq dil ka na aitbaar karo Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso Itna kabhi na kisi se pyaar karo
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Jane Ye Nazrein Kyun Udas Rehti Hain, Na Jane Inhe Kiski Talaash Rehti Hai, Ye Jankar Bhi Wo Kismat Me Nahi Hai.. Fir bhi Unhe Pane Ki Ek Aas Rehti Hai. By Hareram
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard dene ka andaaz kuchh aisa hai , Dard dekar kahte hai ab haal kaisa hai , Zahar dekar kahte hai ab peena hoga , Jab peeliya to kahte hai ab jeena hoga .....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tute hue tare ko dekhkar Dil ne kaha mang le tu bhi Fariyad teri, Maine kaha jo khud tut raha hai vo kaise karega fariyad puri R. V.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabhi kabhi tujhse dur jane ko jee karta h sk...., . Par ye soch kar laut ata hun ki phir tu bewafai kisse karegi~~love u sk
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Geele Kagaz ki tarah hai zindgi apni, Koi likhata bhi nhi aur koi jalata bhi nhi, IS kadar akele ho gaye hai hum, Aaj kal koi SATATA bhi nhi aur koi MANATA bhi nhi...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS