• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Wo Pareshan Nahi Karti Aur Rulati Bhi Nahi.. Itna Achi Hai Kabhi Satati Bhi Nahi.. Humne Pucha Pyar Karti Ho Humko.. Hans Kar Bole Karti Hu Magar Jatati Nahi.... Deepak
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai, Dard e dil ki inteha maloom hai, Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena, Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tukde Tukade Ho Gye Dil Ke Kanch Ki Tarah. Tip Tip Kar Beh gye Aansu Pani Ki Tarah. Chhod Diya Tum Ne Mujhe Beech Raah Me Aajnabi Ki Tarah.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Juda Hokar B unki Hasrat Na Gyi Uski judai Par B Usse Mohbt Na Gyi Wo chale Gaye KISI or ke sath Firbi Anko ko Uske Intzar ki Adat Na Gyi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya, Kya Karu Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya, Na Karte Wafa To Na Milti Ye Saza, Shayad Meri Wafaon Ne Hi Tujhe Bewafa Bana Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bondh ankho Se Dekhne Ke Shiva hai Hi Kya Mere Jeevan Mai.... Tujhko Yaad Korne Ke Shiva Hai hi Kya Mere IssJevan Mai.... Zindagi Ki Haar Ek Khusi Kurbani Dene Ke Baad Pata Chala.... Andhe ko Kisi Se Pyar Nahi Karna Chahiya....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo u hi rooth gaye, sare arnman toot gaye, Nafrat ka dhong kuchh aisa dikhaya usne ki,Ek wo pathher ban kar jeene lage, aour hum shisha bunker toot gaye.........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh nadiyaan nahi thi aansu thay mere, Jis par woh kashti chalate rahe.. Manzil mile unhe yeh chahat thi meri, Isliye hum aansu bahate rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Jane kyun Os Kay liye tarpa hn. Na Jane kyun Os Kay Liye Marta hn. Na Jane kyu Os Kay liye jeeta hn. Na Jane kyu Os Kay liye sochta hn. Na Jane kyu Os ki yad aati hay. Na Jane kyu wo mare khawab ma aati ha. Na Jane kyu wo muje tarpati ha. Bas us ki yad satati ha. I MiSs YoU. G.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tu Chala Gaya Mujhe chhor kar, Maine phir bhi Tujhko Sadaayen dii, Mere HumSafar tu ruka Nahi, Ye Meri Sada ki Shikast hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Choti si galat fehmi kar degi juda hum ko Halaat itne badal jayenge, maloom na tha hum ko, Kya bas yeh rishta itna kamzor tha humara ? Jise chaha pal bhar mein tod diya is ko Jo ek lamhe ke liye bhi door na hote thai Aaj le jana pada unhein judai ke ghum ko Kabhi apne hi raste per bichaye thai hum ne phool Aaj kaantey bichaye khud hi jaga dee pathar ko Ab to ek dard aur takleef rehti hai is dil mein koi to aaye, marham lagaye is zakhm ko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bachpan Se Thama Tha Jinka Hath, Aaj Woh Chodd Ke Chale Gaye. Mera Kasoor Itna Tha Ki Mein Usse Sacha Pyar Karta Tha. Aur Unka Kasoor Woh Bde Bewafa Nikle.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ye Shishe Ke Sapne Ye Rishte Ye Dhage Kise Kya Khabar Hai Kaha Tut Jaye Mohabbat Ke Dariya Me Tinke Vafa Ke Na Jane Ye Kis Mod Pe Dub Jaaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jise ham chahe o chahe kisi aur ko. . . :( khuda kare Jise tum chaho o chahe kisi aur ko. . . . :) by Prince Zubair
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kiya tha tujhse pyaar Kisi NE tu Yeh kabhi sochega... Tadpega humari waafa Ke Liye.. . Jub Koi Tera yaqeen toodega... Yaad aayegi us Waqt humari. .. Magar us Waqt door ja chuqe honge Hum... Dekh ke Teri wafaa Ke Karam. ..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil se Khushiyon ka Rishta Tut gaya Aye Jaan-e-wafaa jab se Tu Ruth gaya, Lamha-Lamha Shadiyon Sa Guzarne laga hai Haath jab se Tera Mere Haathon se Chhut gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kabr k sannate sai ek awaaz aayi, kisi ne phool rakh kar aansu ki do boond bhaayi. jab tak tha zinda tab tak thokar khaayi, ab sou rha hon to usko meri yaad aayi....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi Ne Hmse Pucha Cigarette Kya H, Log Ise Kyo Pite H, Kya Ye Pyaas Bujhati H, Palatkar Hmne Kaha Dil Me Ek Bewafa Ki Tasvir H, Ye Dhire Dhire Use Jalati Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS