• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • तरस जाओगे तुम महफिले वफ़ा के लिए, किसी से प्यार ना कर खुदा के लिए, जब लगेगी इश्क की आदत एक दिन, तुम ही चुने जाओगे सजा के लिए, Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unke bina mera jeena kaise hoga, Unse door mera haal-e-dil kaisa hoga, Jab tak zinda hai mere saath rehne do unko, Warna unke bina mera marna kaise hoga.....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, Har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, Apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, . . Karte bayan to mehfil ko rula dete By Hareram
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har ek Chehry ko Zakhmon ka Aaina na Kaho Ye Zindgi to ha Rehmat ise Saza na Kaho.. Na jane wo kon c Majburion ka Qedi ho Wo Sath Chor Gaya Bewafa na Kaho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • DiL Ki Kitab Me Gulab Unka Tha Raat Ki Nindo Me Khwab Unka Tha Kitna Pyar Krte Ho Jab Hmne Pucha sweet Mar Jayege Tumhare Bina, Ye Jawab Unka Tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat Farz Jaisi Hai Nibhaana Seekh Jaoge Dilo Pe Qarz Jaisi Hai Chukaana Seekh Jaoge Labo Pe Phool Jaisi Hai Khilaana Seekh Jaoge Nazar Mein Aag Jaisi Hai Lagaana Seekh Jaoge Tum Tak Faasla Jo Hai Mitaana Seekh Jaoge Kabhi Jo Dil Mein Aa Beithe Zamaana Bhool Jaoge......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • TERI ghaflaton ko khabar kahan, MEREY haal-e-dil pey nazar kahan, TU jafa ki had me na aa saka, MAIN wafa ki had se guzar gaya.!! Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Dil Main Dard Chhupa Hota H, Byaan Krne Ka Andaaz Judaa Hota H, Kuch Log Aansoo Main Dard Bha Letey H sweet Or Kisi Ka Dard Hansi Main Chupa Hota H
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jaane Meri Aankhon Se Kitne Aansu Bah Gaye, Insaano Ki Bheed Mein Bhi Dekho Tanha Rah Gaye, Karte The Jo Kabhi Apni Wafa Ki Baatein, Aaj Wohi Sanam Mujhe Bewafa Kah Gaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Juda Hokar B unki Hasrat Na Gyi Uski judai Par B Usse Mohbt Na Gyi Wo chale Gaye KISI or ke sath Firbi Anko ko Uske Intzar ki Adat Na Gyi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kaash humne ki na hoti mohabbat uss bewafa se, To aaj hume wafa ke badle bewafay mili na hoti, Chahte toh aaj bhi unhe aapni jaan se jyaada, Magar woh bewafa nahi samjhti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ansoo aapke aur ankhe hamari ho, Dil aapka dharke aur dharkan hamari ho, Dua hai hamari pyar itna gehra ho jaye ki khuda aapko bulaye aur maut hamari ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tamannao me Uljhaya Gaya hoon,khilone de k behlaya gaya hoon,Kafan me kyun na Jaun muh chupa k,Bhari mehfil me Utaya Gaya hoon…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wohi Gham Wohi Tanhayi The Sorrow The Lonliness Bojheen Saanson Ka Bhari Hai Bahut Ho Gaya Mushkil Uthana Kia Bataun Us Shahar Ki Us Gali Main Woh Makan Tha Us Main Tha Kis Ka Thikana Kia Bataun Band Khidki Ke ` wo hame dekh ke hasti thi ishara karket kuch kahati thi kabhi sharmati thi wo mujhe dosti karne me majboor karti thi ab milti nahi dikh ti nahi mujhe pagal banati th
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Her lamha gujar jaata hai jab koi apna begana nazar aata hai, . Yu to awaz aati hai, her shishe ke tutne se, . Per kabhi bin awaz ke bhi sub kuchh tut jaata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ¤.”Ayse to kisi shakhs ko ruswa nhi kartay” .¤.”Apno k sitam par koi shikwa nahi krte” .¤.”Manzil pe pohachne ki talab hoti he jinko” .¤.”Raston pe kharre ho k wo socha nhi kartay” .¤.”Rakhte hain jo auron k liye pyaar ka jazba” .¤.”Wo log kbi toot k bikhra nhi krte.”¤”
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhayi mere dil mein samati chali gayi Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi, Mehkti fiza ki khusbu me jo deka pyar ko Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wafa Ke Naam Se Wo Anjan The, Kisi Ki Bewafai Se Shayad Pareshan The, Humne Wafa Deni Chahi To Pata Chala, "HUM KHUD HI BEWAFA" Ke Namse Badnam The.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS