Khushi Ki Chaah Mein Har Khushi Se Dur Huye Hum,
Kisi Se Kuch Keh Bhi Na Sake Itne Mazbur Hue Hum
Na Aayi Unhe Nibhaani Pyar Mein Wafaa,
Aur Jamaane Ki Nazar Me Bewafa Ke Naam Se Mashur Hue Hum
Ek tamanna thi jo hasrat ban gyi
kabhi dosti thi ab mohabbat ban gayi
kuch is tarah shamil hue tum zindagi me
tujhe sochte rehna meri aadat ban gyi....
Koh
Log Peete Hai Gum Ko Bhulane Ke Liye,
Lekin Peene Se Dil Ki Aag Nahi Bujhti,
Hum Peete Hai Aapko Yaad Karne Ke Liye,
Q Ki Nashe Me Aap Bewafa Nahi Lagti...
Mohabbat bewafa ke siwa kuchh bhi nahi, Duniya gum ke siwa kuchh bhi nahi. Unke pas hamare siwa sab kuchh hai, Par hamare pas unke siwa kuchh bhi nahi.
क्यों मरते हो बेवफा सनम के लिए….
एक कद जगह भी नहीं मिलेंगे दफ़न के लिए…
मरना है तो हिन्द ये वतन के लिए मरो
हसीना भी दुपट्टा उतार देगी तुम्हारे कफ़न के लिए …
Jiss dil pe na aaee chot kabhi woh dard kisi ka kya jane,
Khud shamma ko maloom nahi kyon jal jate hain parwaane,
Matt poochoo kya guzarti hai juda jab yaar hote hain,
Aansoo teer ban ke jigar ke paar hote hain.
उनको ये शिकायत है कि मैं बेवफाई पे नहीं लिखता,
और मैं सोचता हूं कि मैं उनकी रुसवाई पे नहीं लिखता..
ख़ुद अपने से ज्यादा बुरा जमाने में कौन है?
मैं इसलिए औरों की बुराई पे नहीं लिखता..
कुछ तो आदत से मजबूर हैं और कुछ फितरतों की पसंद है
जख्म कितने भी गहरे हों, मैं उनकी दुहाई पे नहीं लिखता…..!!
Nhi jan ska apne dil ko ,bewfaie ke bad bhi usko yad karta hai....
Barbad ho gya Uski mohbbat me,
aur kamabqt Yeh dil phir bhi usko pyar karta hai.....
Aawara!!vaibhav singh!!
Tum ne pocha hy chalotm ko bta dety hain,
Jo hm pr guzri hy tm ko b suna dety hain,
Tery bad hmein khud pe b aitbar nhi,
Lafz likhty hain likh kr mita dety hain,
Nmi aankho mein liye logon se kabi hans lain,
To aisa lagta hy k khud ko saza dety hain,
Teri yaad se ek pal b ghafil na rahy,
Youn hi dil k behl jane ko bhola dety hain,
Hm ne hans k tery sath guzary thay kabi
“sweet”
Yaad aty hain jo wo pal to rula dety hain
~"Yad Bankar Ham Dil Me Aate
Rahenge
Yunhi Waqt B-e-waqt Tadpate
Rahenge ...!!!
............
Dua Karo Ki Umar Chhoti Ho Hmari ***Varna
Jane Kab Tak Satate
Rahenge"~"..... !!!
Mohabbt Ki Baat Mat Karo.
Mujhe Accha Nahi Lagta,
Ab Kisi Ki Mohabbat Par Aitbaar Karna.
Mujhe Accha Nahi Lagta :(Guzar Gaye Jo Din Wo Waapas Laut Kar Nahi Aate...
Lekin Un Dino Ko Yaad Karna Mujhe Accha Nahi Lagta,
:((Mujhe Malum Hai Wo Shaqs Bewafa Thi.
Magar Mujhe Kisi Ko Bewfaa Kehna Acha Nhi LagtaJhakhm Bahut Diye Hain Usne Is Dil-e-nadan Ko...
Jakhm Hum Bhi De Dete..
Par Hume Badla Lena Accha Nhi Lagta
aaj illm hua ki judaayi kya hoti hai,
gujhre hue lamhe ko paane ki khwaish kya hoti hai..
ae dosto har ek hasin pal ko samet kar rkh lena,
kaise bayan karu ki is bewafa waqt ki keemat kya hoti hai..
Kharida, jalaaya, piya aur bujhaya
peete hi saara jahaan bhulaya
kuchh nahin hai khaas ismen
bas zor se kheecha aur dhuan udaaya...
peete dekha hai, pilate dekha hai
phoonkte dekha hai aur bujhate dekha hai
kisi ne gusse mein ise piya aur
kisi ne pyaar se ise sulgaya
.
Ravi j@t