Aksar log mujhse puchha karte hai,
Kya tumhe aaj bhi intzar hai uske laut aane ka?
Aur ye dil muskura k kehta hai mujhe to,
Ab tak yekin hi na hua uske chale jane ka.
Teray chehray ki shafaq subha, saba choomti thi
Teri raato’n ki sayah zulf ghata choomti thi
Teri saanso’n se churaai thi gulabo’n ne mehek
Thi sitaro’n se siwa teri in aankho’n ki chamak
Meray ae sheher-e-Muhabbat Kabhi aabaad tha tu
Tu ne ik zod faramosh ko apna jana
Such samajh baithy thy sapnay ko na sapna jana
Ab tou kuch bhi nahi baaqi
Naa wo mein hoon na wo tu
mery ae sheher-e-Muhabbat
Kabhi aabad tha tu. . !
Pyaar wo hum ko bepnaah kar gaye ,
Fir zindagi me hum ko tanha kar gaye ,
Chahat thi unke ishq me fnaah hone ki ,
Par wo lout kar aane se manaa kar gaye ...
Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh
ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi us ke
paas hai
By- djsumit
वो नाराज़ हैं हमसे कि हम कुछ लिखते नहीं;
कहाँ से लाएं लफ्ज़ जब हमको मिलते नहीं;
दर्द की ज़ुबान होती तो बता देते शायद;
वो ज़ख्म कैसे दिखाए जो दिखते नहीं।
By Hareram
Pyaase Hotho Ko Aanshu PiLa Diya,
Mohbat Ka Ek Karj Tha Usko Chuka Diya,
Maine Kaha Tha DiL Me Roshni Karne Ko,
isi Bahane Se Hi Usne Mere DiL Ko JaLa Diya.
Ham Ko Guzarii Hu_Ii Sadiyaan To Na
Pahachaanengii
Aane Vaale Kisii Lamhe Ko Sadaa Dii Jaaye
Phuul Ban Jaatii Hain Dahake Hue Sholon Kii
Laven
Shart Ye Hai Ke Unhen Khuub Havaa Dii Jaaye
Kam Nahiin Nashe Men Jaade Kii Gulaabii Raaten
Aur Agar Terii Javaanii Bhii Milaa Dii Jaaye
Is Anjnabi Duniya Mein,Akela Ek Khawaab Hu
Sawaalo Se Khafa,Chhota As Jawaab Hu
Jo Na Samjh Sake,Unke Liye “KOUN”
Jo Samajh Chuke,Unke Liye Kitaab Hu
Duniya Ki Nazar Mein,Jaane Kyu Chubha As
Sabse Nashili Aur Badnaam Sharaab Hu
Sar Uthakar Dekho,Wo Dekh Raha Hai Tumko
Jisko Na Dekha Usne,Wo Chamakta Aaftab Hu
Dil Se Poochoge,To Dard Ka Sailaab Hu
Har Phule ko raat ki rani nhi kehte ...
Har kisi se Dil Ki khani Nhi kehte...
Meri In, Aankho ku Nami Se Samj lena ....
Har Baat ko hum jbani nhi kehte ..
By : AshuTosh Choudhary
Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain
Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai
Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah
Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai.
Sab के hote हुए bhi तन्हाई milti है ,
यादों me भी gum की parchhai मिलती hai ,
Jitni भी dua करते hai किसी ko पाने ki ,
उतनी hi ज्यादा unse बेवफाई milti है !
Kabhi Qarib To Kabhi Juda Hai Tu,
Jane Kis-Kis Se Khafa Hai Tu,
MujHe To TujH Par Khud Se Jyada Yakin Tha,
Par Zamana Sach Hi Kehta Tha Ki Bewafa He Tu !!!
Ager koi insan bepanah mahobat ker sakta hai,
To naferat bhi ker sakta hai,
.
.
.
Qki ek khubsurat shisha jab tutata hai,
To khaternak hathiyar ban sakta hai.
Aaj Fir Koi Gajal Tere Naam Na Ho Jaye...
Likhte Likhte Fir Shaam Na Ho Jaye...
Kar Raha Hu Intezar Tere aane Ka...
Is Intezar Me Zindagi Tamam Na ho Jaye...
Khan