Aaj jarurat hai jiski wo paas
nahi hai,
Ab unke dil me wo ehsas nahi
hai,
Tadapte hai do pal baat karne
ko,
Shayad ab waqt hamare liye
unke pass nahi hai....
Zindgi me kabhi use chain na aayega . .
Tanhai ka andhera use har pal satayega . . .
Jab kabhi usse karega koi bewafai . . .
Toh use mera pyar zarur yaad aayega . . . .
- vicky kolekar
Apni yadaain apni batain lay kar jana
bhool gayqa.
Janay wala jaldi main tha mil kar jana
bhool gaya.
Mur mur kar daikha tha usnay jatay
jatay rastay main.
Jaisay usnay kahna tha kuch jo wo
kehna bhool gaya
Khan Sagarr Se7en575
Ager koi insan bepanah mahobat ker sakta hai,
To naferat bhi ker sakta hai,
.
.
.
Qki ek khubsurat shisha jab tutata hai,
To khaternak hathiyar ban sakta hai.
Teri yaad se rishta kal be tha,
Teri yaad se rishta aaj be hai
Dil apna dukhta kal be tha,
Aur afsurda aaj be hai
Woh pyar jo hum tum se karte thay,
Woh pyar tu zinda ajj be hai
Tum door howe majboori mein,
Hum bichur gae is doori mein
Kabhi waqt miley tu chale ana,
khula Dil ka Darwaza ajj b hai.
Dard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se
Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se
Aakar Mere Dil Ke Tukde Samet Lo Tum
Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane SevDard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se
Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se
Aakar Mere Dil Ke Tukde Samet Lo Tum
Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane SeDard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se
Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se
Aakar Mere Dil Ke Tukde Samet Lo Tum
Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane Se
Gairo par marne ki unki fitrat ho gayi,
Hamari mohobbat unki shikayat ho gai,
sari duniya ko chahte hai wo apnana,
bus ek mere hi naam se unhe nafrat ho
gai.
Hum Tere Hijr Mein Andar Se Bikhar Jaatay Hain
Zindah Lagtay Hain Magar Asal Mein Mar Jaatay Hain
Jub Kubhi Bolta Hai Hans Ke Kisi Aur Se TU
Kitnay Khanjar Mere Seenay Mein Utar Jaatay Hain
Teri Yaadon Ki “Agar Bat’tiyan” Jal Uthtay Hee
Hum Tere Dard Ki Khushbouon Se Bhar Jaatay Hain
Hum Se Aawaarah Phira Kartay Hain Galyon Mein Kaheen
Shaam Hotay Hee “Wasi” Loog Tou Ghar Jaatay Hain
Bebafa kahti rhi tu aur bola mujhe kamina ab bahut ho gya tera sururr tumhre liye kamina hu par Dil se nhi Love karta hu
.
.
.
.
.
.
.
.
.
lakin ab tum se nhi .
Palat Ke AayeGee Wo Intezar Karta Ho0n.
Qasam Khuda Ki Usay Ab Bhi Pyaar Karta Ho0n.
Main Janta Ho0n Ke Yeh Sirf Dard Deti Hain.
Magar Main Chahaton Pe,
Aaj Bhi Aitbar Karta Ho0n.!
Teray chehray ki shafaq subha, saba choomti thi
Teri raato’n ki sayah zulf ghata choomti thi
Teri saanso’n se churaai thi gulabo’n ne mehek
Thi sitaro’n se siwa teri in aankho’n ki chamak
Meray ae sheher-e-Muhabbat Kabhi aabaad tha tu
Tu ne ik zod faramosh ko apna jana
Such samajh baithy thy sapnay ko na sapna jana
Ab tou kuch bhi nahi baaqi
Naa wo mein hoon na wo tu
mery ae sheher-e-Muhabbat
Kabhi aabad tha tu. . !
Apni yadaain apni batain lay kar jana
bhool gayqa.
Janay wala jaldi main tha mil kar jana
bhool gaya.
Mur mur kar daikha tha usnay jatay
jatay rastay main.
Jaisay usnay kahna tha kuch jo wo
kehna bhool gaya
Khan
Kya Khein Gham Ke Mele Bhout Hai
Zindagi Main Jhamele Bhout Hai
Kal Bhi Tanhaiyan Das Rahi Thi
Aaj Bhi Hum Akele Bhout Hai
Doston Aik Tabassum Ki Khatir sweet
Ranjo Gham Hum Ne Jhele Bhout Hai