• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • FALAK KE TEER KA KYA NISHANA THA WAHA USKA GHAR YAHA MERA AASHIYANA THA PAHUCH RAHI THI JAB KINARE PAR KASHTI A UMMID ISS TUFAN KI BHI BAS USI WAQT AANA THA.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhai gum main badal gai, Jindgi rooth kr ansuon main reh gai, Pyar tera ik Sahara tha, O bhi tu saath jate jate le gai, Bewafa nhi hai tu shayad yadon main hi wfa de gai......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • MERA HAR IQRAR TERE HAR INKAR SE ACCHA HOGA. MERA HAR DIN TERI HAR RAAT SEACCHA HOGA. TUM DOLI ME BAITH KE DEKH LENA, MERA JANAJA TERI BARAT SE ACCHA HOGA.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • KUCH TO HY TU BADAL GYA HY! . Wo teri ankhon k khawb sary wo batin sari hisab sary swal sary Jwab sary Wo khushain sari Azab sary nsha tha jo wo utr giya hy, . KUCH TO HAI TU BADAL GYA HAI! Jo tery milny ki arzo thi Jo tujko pany ki justju thi Hui jo chahat abi shuro thi Jo teri ankhon main roshni thi jo teri baton ki rangini thi Jo teri sanson ki tazgi thi Jo try lehjy main chashni thi wo sra meetha pighal gya hy . KUCH TO HY TU BDAL GYA HY”
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • wo bewafa mera imtihan kya legi jab bhi milegi to apni nazre jhuka legi unse na kehna ke jala do mera chirag wo nadan hai apni ungliyan jala legi written by ahmad tahseen
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Uss bewafa ki yaad me mar mar ke jiraha hu... Me hu nahi sharabi dar dar ke piraha hu..... Atc hoya kharab ap shabo kush hai sharab.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Duniya Ko Is Ka Chehrah Dhikhana Padha Mujhe, Pardah Jo Darmiyaan Tha Haathana Padha Mujhe, Ruswaiyon Ka Khauf Se Mehfil Mein Aaj, Phir Is Bewafa Se Haath Milana Padha Mujhe..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek ajeeb sa manzar nazar aata hai, Har ek qatra samandar nazara aata hai, Kahan banaaon main ghar sheeshey se, Har kisi ke hath mein pathar nazar aata hai.. …
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja, Tumhe apna dil deke tumhara dard liya, Tumhare khel ko me samaj na saka, Tumko bewafa kehne ka kabil na raha...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh Bewafaa Nhi Mujhe Pata Hai Uski Raah Dekhna Ye Meri Adaa Hai Woh Aaye Na Aaye Ye Uski Wafaa Hai Bus Tadapte Rehna Ye Meri Sazaa Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard kya hota hai batayenge kisi roz , kamal ki ye gazal sunayenge kisi roz , Udne do in parindo ko aazad fijao me , Jo me huye to lout ke aayenge kisi roz..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • are humne to apni jaan rakh di thi uski hatheli pe. per uski fitrat me hi bewafai thi. humne bhi ye tab jana jab chot ziger pe khai thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Saari umar poojte rahe log Aapne haath se bane us patthar k khuda ko, Humne jab khuda k haath se bane huye ek ko chaha to Hum Gunehghar ho gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ulfat mein aksar aisa hota hai, ankhein hasti hai aur dil rota hai, mante hai hum jinhe manzil apni humsafar unka koi aur hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Duniya Me Bohut Gam Milege Sach Mano Achhe Dost Kam Milege Jish Mod Sab Shath Chhod Dege Us Mod Per Intjaar Karte Hum Milege.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi diljale ko koi apna banana q chahega, Bekar mein koi apna dil jalana kon chahega, Dikhawa hai ye mohabbat warna, Pyar mein mit jana kyun chahega?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Us Ne Apni Khushi Ki Khatir, Mere Dil Ke Tukre Tukre Kar Diye Dosto Lekin Wo Khud Hi Ro Padi Har Tukre Par Apna Naam Dekh Kar.!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS