Is Anjnabi Duniya Mein,Akela Ek Khawaab Hu
Sawaalo Se Khafa,Chhota As Jawaab Hu
Jo Na Samjh Sake,Unke Liye “KOUN”
Jo Samajh Chuke,Unke Liye Kitaab Hu
Duniya Ki Nazar Mein,Jaane Kyu Chubha As
Sabse Nashili Aur Badnaam Sharaab Hu
Sar Uthakar Dekho,Wo Dekh Raha Hai Tumko
Jisko Na Dekha Usne,Wo Chamakta Aaftab Hu
Dil Se Poochoge,To Dard Ka Sailaab Hu
Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko,
Chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko
K.k
Tanhai gum main badal gai,
Jindgi rooth kr ansuon main reh gai,
Pyar tera ik Sahara tha,
O bhi tu saath jate jate le gai,
Bewafa nhi hai tu shayad yadon main hi wfa de gai......
jawani ko zindagi ka nikhaar kahte hain....pajhad ko chaman ka bahar kahte hain,.azib chalan hai duniya ki yaaro...ik dhoka hai jise ham sab pyaar kahte hain.
----» Ishq karna to lagta he jaise,«-----
.
----» Mout se bhi badi ek saza he, «---
.
-----»Kya kisi se shikayat kare hum,«-----
.
-----»Jab apni taqdir hi BEWAFAA he..«-----
Narat h ab hme apne ap se........use hmara pyar ni dikha or logo ke jhoote pyar ko usne khuda ki bndgi smjh liya.......are pagal ek bar to apne dil ki suni hoti
Mujko dard-A-dil ke har saja malum h
Dard-A-dil ke intjha kya intha malum h
zindgi bhar muskurane ke duaa mat degeya ga.
Mujko pal bhar muskrane ke saza malum h.......
Zakham Kee Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota Hai;
Dhokhe Kee Baat Nahi Hai Jaane Ehaas Kyon Hota Hai;
Jante Hue Ki Wo Bewafa Hain;
Na Jane Phir Bhi Pyaar Kyon Hota Hai!
Jha yaad na teri aaye wo tanhai kis kam ki,
bigde riste na bane to khudai kis kam ki,
besak apni manzil tak jana h hame,
lekin jha se apne na dikhe wo unchai kis kam ki,
Guzar gaye woh chaman se
Bahar ki tarah,
Aankhon main bas gaye hai
Intezaar ki tarah,
Kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
Unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah.
Kaanch ka tohfa na dena kabhi,
ruth k log tod diya karte hain..
jo bahut achhe ho unse pyar mat karna kabhi..
aksar achhe log hi dil tod diya karte hain
Khan
yaaron yeh duniya hai
bedardo ki yaha dard roz
chhupana padta hai dil mein
hai lakhon zakhm fir bhi mehfil
mein toh muskurana padta ...!~¥ ¤Sms For U N Ur Smiles For Me (Bharat)