• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Reet hai jane kaisi ye zamne ki, Jo saza milti hai yaha Dil lgane ki, Na baithana kisi ko dil me itna ki phir dua mangni pade use bhulane ki..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil Ka Dard Jab Panno Par Aa Jata Hai Ek Aansu B Dariya Ban Jata Hai Dil K Tutne Ki Aawaz Bhi Nahi Aur Sara Dard GAZAL Ban Jata Hai. By Hareram
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kash Khuda Ne Hume“aansoo”Banaya Hota.. Us Bewafaa Ki Aankh Me BasayaHota.. Jab Girte Aankh Se Unki.. To Marne Ka Maza To Aaya Hota..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaj Rutha Hua 1 Dost Yad Aaya, Accha Guzra Hua Waqt Yad Aaya, Jo Mere Dard Ko Sine Me Chupa Leta Tha, Aaj Jab Dard Hua To Wo Bhut Yad Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kahan koi aisa mila jispe dil luta dete...har ik ne dhoka diya kis kis ko bhula dete.,apne dil ka dare dil me hi dabaye rajhe hain...agar bayan karte to pouri mahfil ko rula dete..?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gam Ki Andhiya Aise Chali K Uda Le Gya Sabkuch...., Dil Me Chahat Aise Jagi K Badal Gya Sabkuch...., Aankhon Se Aasoon To Hamare V Bahte Hai, Bas Muskura K Sah Lete Hai Sabkuch......!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ¤.”Ayse to kisi shakhs ko ruswa nhi kartay” .¤.”Apno k sitam par koi shikwa nahi krte” .¤.”Manzil pe pohachne ki talab hoti he jinko” .¤.”Raston pe kharre ho k wo socha nhi kartay” .¤.”Rakhte hain jo auron k liye pyaar ka jazba” .¤.”Wo log kbi toot k bikhra nhi krte.”¤”
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zakham Dene Ka Andaz Kuch Aisa Hai, Zakham Dekar Puchte Hai Haal Kesa Hai.., Kisi Ek Se Gila Kya Karna Yaro, Saari Duniya Ka Mizaj Ek Jesa Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tujhe Pyar Mera Satayega Aksar. Yaado ke toofa uthayega aksar. Zikar mera karne se pehle. tu Kuch soch ke muskrayega aksar. Mera Naam likh kar Kitabo main apni. tu Logon ke dar se Mitayega Aksar. Baatein Meri Yaad ayengi itni sweet Jitna tu unhain Bhulayega Aksar
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo"Hume Bahut Jyada Satate Hai, Fir Bhi Hum Unhe Manate Hai, Jise"Hum BePanah Chahte Hai, Na Jane Wo"HumSe Kyu NaZre Churate Hai. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Rone Ki Saza Hy Na Rulane Ki Saza Hai........ Ye Dard Mohabat Ko Nibhane Ki Saza Hai..... Haste Hai To Aankh Se Nikal Aate Hai Aansu....... Ye Ek Shaksh Ko Be-Inteha Chahne Ki Saza Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyaar Karne Ka Hunnar Hame Nahi Aata; Isliye Pyar Ki Baazi Ham Haar Gaye; Hamari Zindagi Se Unhe Buhut Pyaar Tha; Shayad Isiliye Woh Hame Zinda Hi Maar Gaye!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sapne hain aankhon me pr neend kahin or hai Dil hai jism me pr dhadkan kahi or hai kaise kre apna haal e dil jee rahe hain pr zindagi kahi or hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi Phir Jo Honi Thi Meri Jaan Wo Ruswaayi Howi Apni Nakaam Mohabbat Ka Na Yun Charcha Karo Zakham Barh Jaye Ga Gar Is Ki Paziraayi Howi Phir Zamanay Mein Kisi Ne Ose Dekha Na Suna Tere Darbaar Mein Jis Shakhs Ki Shanwaayi Howi Jab Teri Yaad Ko Koi Bhi Thikaana Na Milay Meri Baahon Mein Chali Aati Hai Ghabraayi Howi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Lafz kehne walon ka kuch nai jata lafz sehne wale kamal krte hain Ishq Na Sufi , Na Maulvi , Na aalim Hai, Ishq Toh Zaalim Hai , Zaalim Hai , Zaalim Hai...!! ♥
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS