• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Chand ka kya kasoor agar raat bewafa nikli. kuch pal thehri phir chal nikli. Unse kya kahe woh to sache the, shayad hamari taqdeer hi humse khafa nikli.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tu ne wish card bhej kar mujh ko Yaad kitny dila diye mosam Mery bahar badal diya manzer Mery ander saja diye mosam Farq baqi nahi rakha tu ne Mosamo’n mein mila diye mosam Sochta houn k apni furqat mein Tu ne kaisy bana diye mosam Bacho’n jesi thi teri zid jana’n Tu ne yunhi ganwa diye mosam Mom bati na thi k pal bhar mein Phoonk mari aur bujha diye mosam. . !
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Roz Apki yado Me Khote He Apki Tasvir Ankho Me Lekar Rote He BhiG Na Jaye Tasvir Ansuo Se Kahi, IsLiye Hum Ankho Se Nahi DILse Rote Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitna Dur Nikal Gye Riste Nibhate Nibate, Khud Ko Kho Diya Humne Apno Ko Pate Pate, Log Kahte Hai Dard Hai Mere Dil Me, Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kya hua agar wo mere pas nahi par me aaj bhi use mahobat karta hu.... Isliye nahi ki koi aur nahi mili.... par isliye ki usase mahobat karne se fursat hi nahi milti,,,,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • तुम इठलाते हो अपनी बेवफाई पर मुझे नाज है अपने प्यार करने के अंदाज पर………… तुमने सबकुछ पाकर खुद को खो दिया हमने सबकुछ खोकर पा लिया खुद को
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Door Nigahon Se Baar Baar Jaaya Na Karo, Dil Ko Is Kadar Tadpaya Na Karo, Tum Bin Ek Pal Bhi Jee Nahi Sakenge Hum, Ye Ehsaas Baar Baar Dilaya Na Karo…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Humari Dastan Sune Se Pehley Ro Diya Humarey Dard Se Ashna Woh Pehley Se Tha Baat Nikalne Pe Woh Le Behta Purani Ranjeshein Asa Lagta Hai K Woh Mujh Se Khafa Pehley Se Tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Be Wajah Usne Na Jane Kyu Duri Kardi, Bichhad Ke Mohabbat Hi Adhuri Kardi, Meri Kismat Me Gham Aaye To Kya Hua, Khuda Ne To Uski Khwahish To Puri Kardi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gujarish Humari Wo Maan Na Sake, Mazburi Humari Wo Jaan Na Sake! Kehte Hai Marne Ke Baad Bhi Yaad Rakhege, Jeete Ji Jo Hume Pehchan Na Sake By - fareed barkatee
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek chhoote se sawal par Itni khamoshi….????? Bas itna hi toh puchha tha- “Kabhi wafaa ki h kisi se…” ??
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kash jate hue waqt ko rok pate hum, Dosti me bitaya har lamha jod pate hum, Na jane kitni yade dosto ne di hume, Kash unke liye zindagi ko piche mod pate hum....!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kun kisko dil me jgah deta h peid bhi sukhe ptto ko gira deta h wakif h hum duniya ke riwaazo se man bhr jaye to koi bhi bhula details h.. I Miss you
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jo nahi aata uska intezaar kyun... ___ Kisi k liye apna ye haal kyu... ___ Waise to Is duniya me bahut si cheez pyari hain.... ___ Par jo nahi milta usi se itna pyar kyun...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tadap ke Dekh Kisi ki Chahat Me, To Pata Chale Intzaar Kya Hota Hai, Yu Mil Jaaye Agar Koi Bina Tadap Ke, To Kaise Pata Chale Pyar Kya Hota Hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab Mujse Puchte Hai Ki -- Tum Raato Mai Soote Kyu Nahi Ho..,, Ab Mai Sabko Kaise Batau Ki -- Wo Jaate-2 Aapne Sath Meri Raato Ki Neende Bhi Le Gayi...,,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum Ruth Jaye To Manane Ka Wada Kiya Tha, Door Jaye To BuLane Ka Wada Kiya Tha, Aaj PaLko Pe Aanshu Bhar Diye Usne, Jisne Zindgi Bhar Hasane Ka Wada Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab ke hote hue bhi tanhai milti hai, Yaado me bhi gam ki parchai milti hai, Jitni bhi Dua karte hai kisi ko pane ki, Utni hi jyada unse Bewafai milti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Zindagi Mili Na Wafa Mili Najane Q Her Khushi Hum Se Khafa Mili Jhoti Muskan Liye Dard Ko Chupatey Rahey Sacha Pyar Karne Ki Kia Khoub Saza Mili!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Ana", , , "Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana", , ,"Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal", , , "Agar Yeh Sans Tham Gayi To Meri Lash Se Aakar Lipat Jana". .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS