• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Door Reh Kar Kareeb Kitne The, Fasle Bhi Ajeeb Kitne The ... ! Dard-E-Dil Ki Dawa Nahi Warna, Is Jahan Mein Tabeeb Kitne The ... !! Umar Bhar Sath Jo Raha Tere, Us Ke Achhe Naseeb Kitne The ... !!! Kyun Na Aai Mein Tere Sapno Me, Mere Shikwe Ajeeb Kitne The ... !!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mene Hr Roz Dua Me Tuje Manga He Hu Bewafa Mgr Wafa Se Tuje Manga He Kbhi Sajde Me Ja K Puch Apne RabSe Mene Kis Kis Ada Se Tuje Manga He
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Koi Achhi Si Saza Do Mujhe, Chalo Aisa Karo Rula Do Mujhe, Dil Dukhaya Hoon To Maut Aa Jaye Mujhe, Dil Ki Gehrai Se Ye Dua Do Mujhe..!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat ka jahan bhi naam hota hai ...rona tadapna aam hota hai...,khusnashib ko kabhi mohabbat nahi hota ..ye to hum badnasiebo ka kaam hota hai....?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab kuch hai mere pas par Dil ki Dawa nahi, Door wo mujhse hai par me khfa nahi, Malum hai ab bhi chahti hai wo muje, Wo thodi Ziddi hai par Bewafa nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hansi Hansi Mein Kitno Ko Hansaa Diya, Hansi Hansi Mein Kitne Gammon Ko Chhupa Liya, Hans Kar Gaye Koi Hum Par Es Kadar, Ki Umra Bhar Ke Liye Hamne Hasna Bhula Diya !!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chehre ki hansi se har gamchhupao, Bahut kuch bolo par kuch na batao, Khud na rootho kabhi par sabkomanaao, Raaz hai ye zindgi ka bas jeetechale jao..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aap Ki Dhadkan Se Hai Rishta Humara, Aap Ki Sanso Se Hai Naata Humara, Bhul Kar Bhi Kabhi Bhul Na Jana, Aap Ki Yaado Ke Sahare Hai Jeena Humara.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Takleef Dete He Armano Par Pade Pathar, Hasher Bura Hi Hota He Dil Lagane Ka. Talim De Gaya He Ishq Hamko To Yahi, Judai Waqt Nahi Deti Bahak Jane Ka.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tarasti nazaron ki pyas ho tum, Tadapte dil ki aas ho tum, Bujti zindagi ki sas ho tum, Phir kaise na kahu?.. kuch khas ho tum
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • tu kya jane pyar kya hota hai ise karne ki sja me to ye dil aaj tak rota hai wfa krke bhi mili sja tabhi to ye dil ab kisi ka nhi hota haia
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • जीत किसके लिए, हार किसके लिए, जिन्दगी भर यह तकरार किसके लिए, जो भी आया है वो जाऐगा एक दिन, फिर ये अहंकार किसके लिए।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nikah Mohobat Aur Ulfat Ka WAHID Zariya Hai Nadaan Aur Gumrah Hai Wo Log Jo Zina Ko Mohobat Aur Ulfat Ka Naam Dete Hain .......!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bo roi par kisine na suna Bo kehena chaheti he par kisine kehene na dia.... bas bo muskurati rehi ak bar itna b na kaha k mujhe bhul ja... phir use bewafa kohun to keise nafrat karun v to kis tarha... ♥B4i♥
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kafan Me Lipti Meri Lash Jab Tumhe Mile , To Lash Ko Dekh Kar Rona Nahin Meri Jaan, Woh Faqat Akhri Mulaqaat Hogi , Muskura Kar Alvidaa Kehna..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chahte the jinhe unke dil badal gaye samandar gehre the sahil badal gaye Katal aisa hua tukdo me mera kabhi badle khanzar to kabhi katil badal gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hasna aur hasana koshish hai mera., Har koi khus rahe ye chahat hai mera., bhale hi koi mujhe yaad kare ya na kare., har apne ko yaad karna aadat hai mera., Chandan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • B0ht TAKLEEF deta hy, KiSi k0 AL-ViDAH kehna, Dikhayi kuch nahi deta, Sunayi kuch nahi deta, Faqat kuch kapkapaty lafz, J0 h0nt0n pr theher jayen, B0ht TAKLEEF deta hy, KiSi k0 AL-ViDAH kehna, Dikhayi kuch nahi deta, Sunayi kuch nahi deta, Faqat kuch kapkapaty lafz, J0 h0nt0n pr theher jayen, Ubharti d00bti dharkan, Usay awaz deti hy, K0i apna k jis ka naam, Apnay dil py likhA h0, K jis k wAstAy dil sy, DuAyein hi nikAlti h0n, B0ht TAK
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ro pada hai koi tere jane se ho sake to lout aana kisi bahane se tu lakh khafa sahi magar ek baar to dekh koi tut gaya hai tere dur jaane se
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS