• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Koi kehta h khusion se, jindgi asan ho jati h. Aur gam se jindgi viran ho jati h. Par gam to 1 imthan hota h.. Jisme apne or begano ki pehchan ho jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kanch Ki Khuwaish Hai Patthar Ko Pane Ki.? Ek Pal Me Toot Kar Bikhar Jane Ki.? Gam Na Tha Use Toot Jane Ka..? Sirf Khuwaish Thi Apne Hazar Tukde Me Yaar Ki Tasveer Bana Ne Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kab Huye pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Door Nigahon Se Baar Baar Jaaya Na Karo, Dil Ko Is Kadar Tadpaya Na Karo, Tum Bin Ek Pal Bhi Jee Nahi Sakenge Hum, Ye Ehsaas Baar Baar Dilaya Na Karo…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mehfil Na Sahi Tanhai To Milti Hai Milan Na Sahi Judai To Milti Hai Kon Kahta Ki Pyaar Me Kuch NahiMilta Wafa Na Sahi Bewafai To Milti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tadapti hair jindgi meri, Ankhen keu hair roti teri, Judai likhi hai, tune, phir keu ansuo se bhari hai jindgi meri, jab main dekhu ankhen teri...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • tumhe u hi dekhta rahu umar bhar..... tere saath jiyu tere saath hi mar jaau... yahi ek tamnna thi mere DIL ki..... magr kismat ko ye mazoor na tha.... door ho gaye hum kuch is tareh .... ke milna naamumkin ho gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • लफ्ज़ों के इत्तेफाक में बदलाव कर के देख, तू देख कर न मुस्कुरा..बस मुस्कुरा के देख.!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aansu naa hote aankho mey.. toh ankhey itni khubshurat nahi hoti, dard na hote dil me to dhadkan ki kimat na hoti, agar pure ho jate sabhi irade to aj khuda ki bhi jarurat nahi hoti…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Toote Huye Dil Ki Bas Ek Hi Kahani Hai.... Naa Unko Hum Pe Vishwas Tha... Naa Unko Humse Pyaar Tha... Hum To Jee Rahe The Juth Ki Duniya Main... Kyuki Wo Sanam Hi Bewafa Tha...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tab Vo Bedard Mere Dard Ko Samajh Payegi Is Aashiq Ki Chahat Ko Fir Pana VoChahegi Par Afsos Use Gale Se Main Laga Na Pauga Kyuki Jannat Se Vapas Main Laut Na Pauga…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum ne jo deep jalaye hain teri galiyon mein, Apne kuch khawb sajaye hain, teri galiyon mein, Jaane yeh ishq hai ya koi karamat apni, Chaand le ker chale aaye hain, teri galiyon mein, Tazkraa ho teri galiyon ka to dar jata hai, Dil ne woh zakhm uthaye hain, teri galiyon mein, Is liye bhi teri galiyon se humain nafrat hai, Hum ne armaan ganwaye hain, teri galiyon mein, Kyon har ik cheez adhoori si lagti hai, Jaane kya chorr aye hain, teri galiyon mein..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nanhi larki, Sahil ke itne nazdeek, Rait se apna ghar na bana, Koi sarkash mauj idhar ayi, to Tere ghar ki bunyadein tak beh jayen gi, Aur phir un ki yaad mein tu, Saari umar udaas rahe gi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mai to chira hu tere aashiyane ka , Kabhi na kabhi to bujh jaunga , Aaj shikayat hai tujhe mere ujaale se , Kal andhere me bahut yaad aaunga .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum se dur jaoge kaise Dil se hume bhulaoge kaise Hum vo khusbu he jo sanso me baste he Khud ki sanso ko rok paoge kaise...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hamne bhi kisi se pyar kiya tha ! Kam nahi beshumar kiya tha , jindagi badal gai thi tab usne kaha ki ! Pagal tu sach samaz baithi maine to sirf mazak kiya tha .KISHOR UPASE (P)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS