In Alfazon Se Hum,
Tujhe Ruswa Na Karenge,
Tujhe Ruswa Na Karenge,
Teri Bewafayi Ka Zikr,
Hum Markar Bhi Na Karenge,
Hum Markar Bhi Na Karenge,
Apni Raza Se Hum Gair Bankar,
Chhup Chhup Kar Aahein Bharenge…
Chhup Chhup Kar Aahein Bharenge…
Sab Phoolon Ki Juda Kahani Hai,
Khamoshi Bhi Toh Pyar Ki Nishaani Hai,
Na Koi Zakham Hai, Fir Bhi Aesa Ehsaas Hai,
Yun Mahsoos Hota Hai Koi,
Aaj Bhi Dil Ke Paas Hai….
वो रोया तो बहुत पर मुझसे मुह मोड़ के रोया
कोई मजबूरी होगी उसकी जो दिल तोड़ के रोया||
मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकड़े
पता लगा मेरे पीछे वो उन्हें जोड़ के रोया||
Ye aur baat teri gali mein na aayen hum
lekin ye kya ki shahar tera chod jayen hum
muddat hui hai ku-e-butan ke taraf gaye
aavaragi se dil ko kahan tak bachayen hum
shayad baqaid-e-zist ye saat na aa sake
tum dastan-e-shauq suno aur sunayen hum
benur ho chuki hai bahut shahar ke faza
tarik raston mein kaheen kho na jayen hum
us ke bagair aj bahut jee udas hai
‘sweet’ chalo kaheen se use dhundh layen hum
Qaim To Ho Sakay Koi Rishta Gohor K Saath
Gehray Samandaron Mai Baha Dijiye Mujhay
Yun To Shola-e-Jaan Sard Ho Chuka
Likin Sulag Uthoon To Hawa dijiye Mujhay.
Zndgi Ka Har Zakham Uske Meharbni
Hai, Mere Zindgi To Ek Adhuri
Khani Hai, Chahta To Mita Deta
Har Dard Ko, Mgr Ye Dard He
To Unki Aakhri Nishni Hai...!
Iss Dil Ne Ab Pyar Karna Chod Diya,
Jis Din Se Tumne Ye Dil Tod Diya,
Ab To Ro Bhi Nahi Sakte Apni Bebasi Pe ,
Iss Liye In Aankhon Ne Ab Rona Bhi Chod Diya !!!
Woh Aam C Shaam Thi Jab Juda Hue The Hum,
Na Toot Kar Pyar Kiya Or Na Ro Sake Hum,
Use Pane Ki Kosis To Bohat Ki,
Magar Na Paya Use Or Na Kho Sake Hum,...,.
K.k