• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kuch Khwaab Suhaane Toot Gaye, Kuch Dost Purane Rooth Gaye Kuch Zakhm Lage The Chehre Par, Kuch Ander Se Hum Toot Gaye Kuch Hum The Tabiyat Ke Saada, Kuch Log Begane Loot Gaye Kuch Apno Ne Badnaam Kiya, Kuch Ban Afsane Jhoot Gaye Kuch Apni Shikasta Naao Thi, Kuch Humse Kinaare Chhoot Gaye.!! Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kahan se layein hunar use manane ka koi jawab nahi tha uske rooth jane ka milni thi mujhe hi saza is mohabbat mein kyon ki jurm maine hi kiya tha us se dil lagane ka I LOVE YOU MAHI
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Usne kaha . . . ! "bhrosa dil pe itna nahi karte" Maine kaha . . . ! "pyar me kabhi socha nahi karte" Usne kaha . . . ! "bahut kuchh duniya ke nazaaro me hai" Maine kaha . . . ! "jub tum saath ho to hum kuchh or dekha nahi karte"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • तू तो हँस हँसकर जी रही है, जुदा होकर भी.. कैसे जी पाया होगा वो, जिसने तेरे सिवा जिन्दगी कभी सोची ही नहीं..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab Honge Yaha Magar Hum Na Honge, Humare Na Hone Se Log Kam Na Honge, Aise To Bahut Milenge Pyar Karne Wale, Hum Jaise Bhi Milenge Magar Wo Hum Na Honge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar ki har rasam nibhayi humne, Use pane ko har kashti dubai humme, Jisne kadar na ki meri wafao ki, Uski chahat me har khushi lutai humne.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Toote huye Dil ki bas ek hi kahani hai.... Naa unko hum pe vishwas tha... Naa unko humse pyaar tha... Hum to jee rahe the juth ki duniya main... Kyuki wo SANAM hi BEWAFA tha...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har sapna khushi pane se pura nahi hota, Koi kisi k bina adhora nahi hota. Jo chand roshan karta hai rat bhar sab ko, Har raat woh bhi to poora nahi hota Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gum na kr apki raaho me na ayenge, saamna hua to najar na milayenge, jb tk hoga apko apki glti ka ehsas, hm apki is dunia se bhut dur chale jayenge.. Good morning You might also like:
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhai bhari zindagi ka safar mila; na saathi, na humsafar mila. Hum diya jalta chhod gaye the unke liye; jab vapis lote to jalta hua ghar mila. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ada thi unki , diwane ham bane... bewafai thi unki , bewafa hm bane... yu to the ham hazaro ki bhid me waha,, par e-khuda shukriya tera ki unki nazro k nishane ham bane...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne, Teri Khatir Har Din Aansu Bahaye Humne, Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela, Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • teri chahat me dil majbur ho gaya bewafai karna tera dastur ho gaya qusoor tera nahi qusoor mera hai tujhe chaha hi itna ke tujhe khud par gurur ho gaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kismet se apni sabko shikayat kyu hoti h Jo nhi mil sakta use pane ki chahat kyu hoti h Kitne kante h in pyar ki rahon pe Fir b usi pr chalne ki zarurat kyu hoti h
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil Todke Tumko Bhi Rahat Na Milegi, Mujh Jaisi Kisi Aur Ko Milne Ki Chahat Na Milegi, Barbaad Hoke Bhi Tera Bura Na Chaha, Dil Chir Ke Dekhlo Kabhi Nafrat Na Milegi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat Har Insaan Ko Aazmati Hai, Kisi Se Rooth Jaati Hai Par Kisi Pe Muskurati Hai, Mohabbat Khel Hi Aisa Hai, Kisi Ka kuch nahi Jaata Kisi Ka Sab Kuch Chala Jaata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard K Rah Pe FARYAD Likha Karte He, Har Rat TANHAI Ko Abad Kiya Krte He, Mere KHUDA Use Khus Rakna Jise Hum AAPSE Zayada Yaad Kiya Karte hai...........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna, Ke tere baad koi “ACHA” na lagey, Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar, Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum yad rahein to theek varna bhula dena, Ho koi khta hum se to saza dena, Waise to hum hai khali kagaz ki tarah, likha jaya to theek varna jala dena.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS