haste hai log mujpe ,woh dard kya jane bewafai ka..
Ak pal jine se dar lgta hai,aur dard deta hai ye pal Teri judai ka..
Agar sambhal gya dil to kisi ko itna na chahnge ,ki chahna sza ban jay meri dil lgaie ka...
---
Tujse dosti karne ka hisab na aya,
mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya.
Kahi Behatar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri.
Chand Sikko Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai.
Mana Ki Nahi Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Pas.
Par Tu Ye Bta.
Kitani Rate Chain Se Soya Hai??
Gam ki duniya se guzarish hoti hai...khushi se Gam ki sifarish hoti hai.....kabi tanhai me apne mohabbat ko yaad karna..phir dekhna aankho se kitni barish hoti hai......?
Kabi Hm Un se Kbi Wo hum Se Rooth Jate Hen
Hawa Kuch Chalti He Asi k Kinare Choot Jate Hen
Samundar Ki Gehrai Se b Hote Hen Jo Gehre
Pal Bhar Me Q wo Rishte Toot Jate Hen
Jin Pe Hota Hae Bharosa Apne Ap se Barh Kr
Wo Log Dil Ki Duniya Q Loot Jate Hen
Teer Chalte Hen jb Nafrat K UnKi Ankhon Se
Dil Kanch K Hote Hen Aksar Toot Jate Hen
Bra dukh dety hen Vo log DOST
Zra Zra c Bat Pr Jo Aksar Rooth Jate Hen
क्यों मरते हो बेवफा सनम के लिए….
एक कद जगह भी नहीं मिलेंगे दफ़न के लिए…
मरना है तो हिन्द ये वतन के लिए मरो
हसीना भी दुपट्टा उतार देगी तुम्हारे कफ़न के लिए …..
DIL TODA HAI MERA, CHITA BHI JALA DENA,
KAFAN NA MILE TO APNE DUPATTA HI UDA DENA,
KOI PUCHE ROG KYA THA??????????
TO NAZAR JHUKA KE MOHABBAt BATA DENA......
teri chokhat se sar uthau to bewafa kahena
tere siwa kisi or ko chahu to bewafa kahena
meri wafao pr shak ho to khanzar utha lena
shokh se mar na jau to bewafa kahena
kasamkhan