Toote huye Dil ki bas ek hi kahani hai....
Naa unko hum pe vishwas tha...
Naa unko humse pyaar tha...
Hum to jee rahe the juth ki duniya main...
Kyuki wo SANAM hi BEWAFA tha...
Ishq Ibadat Hai Isay Khonay Mat Dena ........
Bewafai Gunha Hai Isay Hone Mat Dena .......
Agar Tum Ne Bhi Kisi Se Pyar Kia Hai To ........
Tumhe Apni Mohabbat Ki Qasam Usay Rone Mat Dena ......
Aansu jo bah rahe hai
inhe bah ne do,
yah kah rahe hai dil ki baat kah ne do,
bohat bewfa ho tum,
yah humko malum hai,
tum apni wafa ki baat
apne tak hi rah ne do...........
Dil Ke Sabhi Halaat Mujhe Kehne Do
Behte Hain Ashq To Inhe Behne Do
Bewafai Shamil Na Karo Dosti Ki Raaho Mein
Kam Se Kam Dosti Ko To Dosti Rehne Do !!!
Badi mehnat se meri duniya
lutai hogi,
Meri mohabat ki hasti mitai
hogi...
La tere pairon mein marham
laga du,
Kyon ki …
Mere dil ko thoker marne
mein tuje chhot to ai hogi..!!!
Dard ka ehsaas janna hai to pyaar karke dekho ,
Apni aankho me kisi ko utaar kar dekho ,
Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge ,
Yeh ehsaas janna hai to pyaar me dil har kar dekho .
.
.
.
.
Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Raat Ko Chhup - Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Tu Bewafa Hai.....Khel Mere Dil Se Jee Bhar Ke,
Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai..
Yoon Badi Der Se Paimaana Liye Baitha Hoon
Koi Dekhe Vo Ye Samajhe Piye Baitha Hoon
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Waale
Main Abhi Tak Tasveer Liye Baitha Hoon
Kasamkhan
हो सकता है तेरे दिल में मेरे खातिर जगह न हो
हो सकता है इसके पीछे, किसी तरह की वजह न हो,
लो गुनाह कुबूल किया, फिर आशिक कहता है कि
दुनिया तेरी कचहरी में मेरे इश्क पे जिरह न हो,
रात में शाम का बादल ही चांद का कातिल बनता है
सोचता हूं कि तेरे बिन अब इन रातों की सुबह न हो,
तू है गैर के घर में और मैं हो गया जग से पराया
इश्क की दुनिया में किसी का अंजाम मेरी तरह न हो.!!.