• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Aaj Bhi Dil Karta Hai Use Baahon Me Bhar Lu.. Uski Baahen Bhi Meri Aagosh Me Aane Ko Machalte Honge.. Mujhe Maloom Hai Uske Sanso Ki Mehak.. Uske Badan Se Aaj Bhi Wo Khusboo Baraste Honge.. Aaj Bhi Sunn Sakti Hu Uske Dharkano Ki Awaaz Ko.. Mere Dil Ki Awaaz Uske Kaano Me Khanakte Honge.. Teri Be-Wajah Gusse Ko Pehchaan Sakti Hu Aaj Bhi.. Teri Naraazgi Aaj Bhi Mere Manaane Ko Taraste Honge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • इस दुनियाँ में सब कुछबिकता है, फिर जुदाई ही रिश्वत क्युँनही लेती? मरता नहीं है कोई किसी सेजुदा होकर, बस यादें ही हैं जो जीनेनहीं देती..
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ah Khuda Aaj Yeh Faisla Kar De, Use Mera Yaa Mujhe Uska Kar De, Bahut Dard Sahe Hain Maine, Koi Khusi Ab Toh Mukkadar Kar De, Bahut Muskil Lagta Hai Us Se Door Rahna, Judai Ke Safar Ko Kam Kar De, Jitna Door Chale Gaye Who Mujh Se, Utna Kareeb Kar De, Nahi Likha Agar Naseeb Mein Unka Naam, Toh Khatam Yeh Zindagi Aur Mujhe Fanna Kar De… By - A
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Chupke Se Jo Mangi Hai, Un Duao Me Tum Ko Pana Hai, Tum Rooth Ke Mujse Na Jao, Muje Sath Tumhara Pana Hai, Tum Laut Ke Wapis Aa jao, Muje “Hamsafar” Tumhe Bnana Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ab Chhod Ke Wafa Ke Daman Ko, Karte Hai Baat Sazaon Ki, Dil Tod Ke Naa Jane Kitne, Karte Hai Baat Wafaon Ki...pranabsahoo
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Chhu le Asmaan Zamin ki talash na kar Ji le zindagi Khushi ki talash na kr Taqdir badal jayegi apne ap hi Muskrana sikh le Wajah ki talash na kar
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Poochha Kisi Ne Haal Muddton Ke Baad Aaya Mera Khyal Muddton Ke Baad.. Karta Hai Woh Yaad Mujhe Magar Hota Hai Aisa Badi Muddton Ke Baad.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Mahkte gulshan me aag lagaya nahi karte Tute dil ko dekh muskuraya nahi karte Musibat to zindagi me sabhi ke aati hai dost Par tute dil ki rakh udaya nahi karte... Bhup
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Jinki yaad tumhe khushi k lamhon me aaye, samjho ki tum unhe pyaar karte ho. Aur jo gum me yaad aye, Jaan lo ki woh tumhe pyaar karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Unhe Fursat Nhi Hmse Baat Karne Ki, Kbi Hmse Milne Ka Bahana Dundhte The, Rhne Lge Hain Unche Mehlon Mein, Kabhi Hmare Dil Me Aashiyana Dundhte The..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aaj hasi dekar kal rula na dena, Itna miss karke kal bhula na dena, Apne in Rishton ko yaad Rakhna, Kahin inhe bhi Msg ki tarah mita na dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Na Mai Ji Sakti Hu Na Mar Sakti Hu.. Na Roo Sakti Hu Na Dil Ko Behla Sakti Hu.. Mana Ki Poori Dunia Hai Mere Paas.. Par Meri Dunia Veeran Hai Tere Bina..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Meri Puri Adhuri Arzoo Ka Malab Tu Hi, Mere Dil Ki Tadap Aur Meri Dhadkan Mein Bus Tu Hi, Jo Tu Hai Mere Chalkte Ansu, To Meri Khilti Hansi Bhi Tujhse, Jo Hai Agar Koi Mera To Wo Tu Hi, Bus Tu Hi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • ek arzoo jo dil mai basi thi..... uski justju vo hi the.... puri honi ki chaah mai ...... unke sath sath khud ko bhi kho bethe hum......
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Aaj Aasman Ke Taaro Ne Mujhse Puch Liya… Kya Tumhe Ab Bhi Intezar He Uske Laut Aane Ka… Mene Muskurakar Kar Kaha… Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho… Mujhe To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka……
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kaash dil ki aawaz mein itna asar ho jaaye, Hum aap ko yaad kare Aur aap ko khabar ho jaaye. Aaj rabse itni hi dua hai. Aap jo bhi chaahe wo haqiqat ho jaaye.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dard Ki Bazaar Bhari Padi Hai, Wo Cheez Na Lo Jo Andar Se Jali Padi Hai, Wafa Ki Talash Chod Do Nadan, Ye Duniya Bewafai Se Bhari Padi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS