yu to kai Fasle hai Tere Mere Bich...
Lagta fir bhi tu muje Meri "JAAN" sa kyu hai...
Tere "FURKAT" me tadapne ki ho chuki hai Adat meri...
Tere Dur hone ka ye "A
HESAS" muje Rulata kyu hai...
Teri aankhon se kaash koi ishara to hota
Kuchh hi sahi ik jeene ka sahara to hota
Tod dete duniya ki hadon ko ham
Ik baar toone mohabbat se pukara to hota
सबके दिल की कहानी बयान करतीहै,
महोब्बत दिवानों को सिर्फबदनाम करती है,
इस बदनामी के बावजूद जो भीयहाँ महोब्बत करता है,
उन्हीं दिवानो को मरने के बाददुनियाँ सलाम करती है..
Ek Jaam Mohbbat Kaa Aankhon Se Pilaa Dena,
Mujhe Aaj Nahi’n Shaqi Tu Kal Bhulaa Dena,
Jab Zikr Mohabbat Ka Mehfil Mein Aa Jaye,
Nazrein Jhuka Ker Tum Aapna Ikrar Jataa Dena,
Tere Ishq Se Mehmaa Hain, Yeh Meri Duniya,
Thukara Ker Mujhe Tum Kafiir Na Banaa Dena,
Jab Dard Judai Ka Tumhe Bhi Lage Satanee,
Meri Tarah Tum Bhi Ashq Naa Baha Dena,