Ek pyaara sa Sach:
Maafi Mangne ka ye Matlaab
nahi
ki Aap Galat
ho,
♥♥Aur Koi Dusra Saahhi..,
Par iska to ye matlab hota hai ki
Aap Is Rishtey
ki Dilse Kadar kerte hO.
Agree?
Pyar Ki Aanch Se Pathar Bhi Pighal Jata hai . .
Sache'DIL'Se Sath Do To Naseeb Bhi Badal Jata
Hai . .
Pyar Ki Raho Mein Agar Mil Jaye Sacha Hum-
Safar . . . .
To Kitna Bhi Gira Hua Insaan Ho Badal Jata Hai..
Hm Aksar Un Logon Ko Ignore Kr Dete H Jo Dil Se Hmari Care Krte H:cold_sweat:....aor Hmesha Unse Attach Ho Jaate H Jo Sirf Dikhaava Krte H!!:smirk::broken_heart:
जब से देखा ह तेरी आखो:eyes: मे झाक कर आईना:mag: अच्छा नही :smirk:लगता मोहब्बत:two_hearts: मे ऐसे हुए ह दीवाने तुम्हें कोई देखे:sunglasses:,तो अच्छा नहीं :smirk:लगता
Mujhe Dekh Muskuraya Na Karo, Raaton Ko Khawab Main Aakar Jagaya Na Karo, Mohabbat Hai Yaa Hai Nafrat Humse Saaf Saaf Kehdo, Yuh Khamosh Reh Kar Dil Humara Jalaya Na Karo.
Is Duniya Me Koi Kisi Ka Nahi
Hota....
Lakh Nibhao Rishta Koi Apna
Nahi Hota...
Galat Fehmi Rehti Hai Thode
Din....
Fir Aankhon Me Aansuon Ke
Siwa....
Kuch Nahi Hota...
Agar rukne lage sanse meri to,
mere paas aa jaana,
Apni god me rakhker sir mera mujhe
sehlana,
Kuch pal hi sahi hm sari tanhai ki
dastan bayan kr dege
Fir meri kahani sunker thoda gumsum
ho jana
Rona mat warna humein bhi rona aa
jayega
Bs ek baar muskura kar pyaar se
hume sula jana…!!!