सुन:ear:� पगली तेरे :point_left:को जानना है :white_check_mark:में:sunglasses: सब :ok_hand:से ज़यादा:heart_eyes: किस को प्यार :heart: करता:kissing_heart: हु, तो तुम अपने मोबाइल :iphone: का fяσит_¢αмєяαओन करो।
Meri Sari Galtiyo Ko Wo Maaf Karti Hai
Bahot Gusse Me Hokar Bhi Pyar Karti Hai
Uske Honto Pe Hamesha Dua Hoti Hai
Aisa Karne Wali Sirf Hamari MAA Hoti Hai..
Na Puchh S@M@S Ki Intiha
Kahan Tak Hai.
Tu Paisa Bacha Teri Taqat Jahan
Tak Hai.
Hame Tujhse SMS Ki Ummid
Nahi. Hame To Dekhna Hai Tu Kanjus
Kahan Tak Hai.
Iska Gham Nahi Ki Tu Mera Na Ho
Saka..
Meri Mohabbat Me Mera Sahara Na Ban
Saka..
Gam To Iska Bhi Nahi Ki Sukoon Dil Ka
Lut Gaya..
Gam To Iska Hai Ki Mohabbat Se
Bharosa Hi Uth Gay..!!
Nasha Mohabbat Ka Ho,
Sharaab
Ka Ho Ya Whatsapp Ka Ho
Hosh Teeno Me Khoo Jaate Hain
Fark Sirf Itna Hai Ki...
Sharaab Sulaa Deti Hai
Mohabbat Rulaa Deti Hai
Aur
Whatsapp Yaaron Ki Yaad Dilaa
Deti Hai...!!
Best Line:
Insan Tab Samjhdaar Nahi Hota Jab Wo
Badi Badi Baatein Karne Lage,
Balki Samjhdaar Tab Hota Hai,
Jab Wo Chhoti Chhoti Baatein Samjhne Lage..!!
Thukra ke usne mujhko,
kaha ki muskuraao!
Maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha.
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
Usne khoya wo jo sirf usi ka tha...
Dil:heart: Ki Nazuk Dhadkano:heartbeat: Ko. Mere Sanam Tumne Dhadkana:heartbeat: Sikha Diya, Jab Se Mila:couple: Hai Tera Pyaar Dil Ko, Gham Ne Bhi Muskurana:blush: Sikha Diya