Kuch Kehte Hai Dosti Hai Pyar
Kuch Kehte Hai Dosti Hai Zindagi
Lekin Hum Kehte Hai Dosti Hai Dosti
Jis Se Badh Kar Naa Pyaar Hai Naa Zindagi
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Samay ki tanhai me kho na jana,
Kisi ki masti me dub na jana,
Milegi jarur kal manzil aapko,
Magar apni manzil pakar is dost ko bhul na jana....!
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
1 Din Khuda Ne Mujhse Sawal Kiya,
Dost Ka Sath kab Tak Chahta H
Mene 1 Aansu Samndar Me Gira Kr Kaha,
JB Tak tum is Ansu ko Dhund Nhi Pate tb tak..
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Kuch rishte anjane me ho jate hai,
pehle Dil phir zindgi se jud jate hai,
kehte hai uss daur ko Dosti,
jisme Dil se Dil na jane kab mil jate hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Apki dosti humari kahani he
ye kahani is waqt ki Meherbani he
humari mout ka to pata nahi
par humari zindgi sirf apno ki Diwani he
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Aap Ki Dosti Ko Ahsaan Maante Hain,
Jawab Dena Imaan Mante Hain,
Woh Aur Honge Jo Dosti Mein Jaan
Dete Hain,
Hum To Dost Ko Hi Apni Jaan Mante
Hain…
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Duriyo se farq padta nahi,
baat to Dil ki nazdikyo se hoti hai,
Dosti to kuch khas aap jaiso se hai...
warna mulaqat na jane kitno se hoti hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Zindagi me humne rona seekha nahi
Dusron ki khushi ko cheen na sikha nahi
Sab kuch luta diya doston k liye
fir b log kehte hai dosti nibhana humne seekha nahi.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Jo kami thi wo dur ho gayi,
Zindgi 1 khilta hua ful ho gayi,
Dua ki thi ki muje jaan se pyara dost mile
Aap mile to laga ke shayad dua qubul ho gayi.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
मुझसे दोस्त नहीं बदले जाते, चाहे लाख दूरी होने पर, लोगों के भगवान बदल जाते हैं एक मुराद ना पूरी होने पर...!!! मैने कहा खुदा से, क्या खूब दोस्त मिले है... क्या खूब मैनें, किस्मत पाई है, खुदा ने कहा हंसकर, "संभाल कर रख पगले, ये मेरी पसंद है जो तेरे हिस्से में आई है...!!!
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
, Friendship Day SMS
, Dosti SMS
Har Majboori Se Ladna Sikh Lo.
Har Gum K Saath Jeena Sikh Lo.
Busy to Hum Bhi kuch Kam Nahi.
Par Hamari Tarah Yaad Karna
Sikh Lo..!
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Kuda ki rahmat sare
sansar par barse mere
hise ki rahmat mere
yaar par barse
ae khuda muje kr dena
pani agar mera yar
kabhi pyas ko tarse
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Yahi Bohat Hai Ke wo
Baithi Hai Sar
Jhukaye Huwe..
__DosTo__
Mujhe Ujaad Ke wo
Shakhs Sharminda
To Hai..
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
, New Whatsapp Status
SONE ke kitne bhi tukde karlo,
Uski kimat kam nahi hoti.
Vaise hi aap jaise "DOST"kitne bhi door ho,
Aapki"DOSTI" "DIL SE" kam nahi hoti.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Ladte h dosto se pr jeetna nhi chahte..
Dosto se kbi bichadna nhi chahte..
Haqiqat h ki juda karegi Zindgi 1din,
Pr haqiqat me ham wo din dekhna nhi chahte.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Zinda hu tab tak mujhse narazmat hona.....
.
.
.
.
Ae dosto...
.
.
.
.
Kyunki marne k baad mai khudhi shikayat ka mauka nhi dungi..:-(
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Hothon pe ulfat ke fasane nahi aate,
jo beet gaye fir wo zamane nahi aate,
dost hi hote hai dosto ke hamdard,
koi farishte yaha saath nibhane nahi aate.
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS
Ek dost Ne dost K Kandhe Pe Sar RakhkarPuchha
Ye Kandhe Pe Kab Tak Sar Rakhne Doge?
Best Reply Ever Given...
Jab Tak Log Muje Kandha Nahi Dete
10 years ago
Copy
Tags :
Dosti SMS