Dosti ek sagar hai aur dost
machhaliya hai,
Mai tume mere dil mai sambhalkar
rakhunga,
Par agar tumne dur jane ki koshish ki
To,
khuda kasam pani se nikal kar billi ko
de dunga.
Mere Sapno Mein Ek Pyara Sa Dost Aata Hai,
Uske Saath Gujra Har Wo Pal Yaad Aata Hai,
Dil Karta Hai Yeh Lamha Yahi Ruk Jaye,
Kyun Woh Sapna Subah Hote Hi Toot Jata Hai.
Hatho me hai lakiren hazar,
kisi me gum to kisi me khushiyan beshumar,
na jane vo kaun c lakir hai yaar,
Jisme likh diya khuda ne aap jaise Dost ka Pyar
Dosti ka matlab
1pyara sa dil jo kbhi nafrat nhi
krta...
1smile jo fiki nhi padti...
1 Ehsas jo kbhi dukh nahi deta...
or
1 Rista jo kabhi khtam nhi hota.
Mahek dosti ki kisi ishq se kam nai hoti,
Yeh duniya ishq pe khatam nai hoti,
Aagar saath ho zindagi mein sache doston ka,
Toh yah zindagi kisi jannat se kam nai hoti.
Koi-koi dost itna khas hota hai,
najro se dur pr yaado me paas hota hai,
kabhi-kabhi hi ata hai paigan unka pr
har paigam se apnepan ka ehsas hota hai.
Har aarzu hamesha adhuri nahi hoti,
dosto me kabhi duri nahi hoti,
jinke dil me aap jaise dost rahte ho,
unke lie to dhadkan bhi jaruri nahi hoti.:):-))
Dosto se dur hona majburi hoti he
Hakikat ki duniya bhi jaruri hoti he
Kaun si hasrat he jo sapno se puri hoti he,
Dost na ho to har khushi adhuri hoti he,