• Categories
Location |   Home >> Mix SMS >> Dosti SMS
  • Dosti SMS   241
  • Dosti To Jeene Ka Sahara Hoti Hai Us Khuda Ke Hone Ka Ishara Hoti Hai Yeh Wo Ehsaas Hai Jisko Lafzon Mei Byaan Nahin Kar Sakte Sailaab-E-Gham-E-Ulfat Mei Yahi To Kinara Hoti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Kabhi Masti-Kabhi Jhagda, Kabhi Aansu-Kabhi Hansi, Chota Sa PaL-Choti Choti Khushi, ek Pyar ki Kashti or dher saari masti Bas Isi ka Nam to h "DOSTI".
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Har khamos chehra"SAD" nhi hota, har insan"BAD" nhi hota, kaise kahu pr such H har koi Apki tarah"MAD"nhi hota. MAD= M-mera. A-achchha. D-dost!
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • *कितने खुबसूरत हुआ करते थे*
    *बचपन के वो दिन...*

    *जिसमें दुश्मनी की जगह सिर्फ*
    *एक कट्टी हुआ करती थी*

    *और सिर्फ दो उंगलिया जुडने से*
    *दोस्ती फिर शुरू हो जाती थी...

    :bouquet: Good Morning :bouquet:
  • 9 years ago



    Tags : Good Morning SMS , Dosti SMS , Friendship Day SMS
  • Suna hai asar hota hai baaton mein, Aap bhi samaj jaoge chaar mulakato mein, Hum se bachkar kahan jaoge, Hamari dosti ki lakir hai aapke hathon mein.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hum to Dosti Ka farz yuhi nibhate Rahenge, Waqt Bewaqt yad aakar tadpate rahenge, Dua mango Mere MauTki, Warna Zinda rahe to yuhi satate rahenge.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Dosti koi khoj nhi hoti, . dosti kisi se roj nahi hoti, . apni zindgi me hamari maujudagi ko bewajh mat samjhana, . qki palke kabhi aankho per bojh nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Aaj dosti par 1 kitaab likhenge Dosto k sath gujri har bat likhenge jab batana ho dost kaise hota he tumhe soch kar har bat likhenge...
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Toofan main bikharte chale gaye. Tanhaiyo ki gehraiyo main utrarte chale gaye. Jannat the har shaam jin dosto k sath. Ek-Ek karke sab bichadte chale gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • dekar hath dosti ka vaapas liya nahi jata, is nazuk dosti ko zakham diya nahi jata, sach much ye duniya badi zalim hai, Likes Aur comment Free hai fir bhi aapse kiya nahi jata..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Na chupana koi bat Dil me ho agar, rakna thoda bharosa aap hum par, hum nibhaege Dosti ka rishta is kadar, ki bhulane par bhi na bhula paoge hume zindgi bhar.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • aisa nahi ki aapki yaad aati nahi, khata sirf itni hai ki hum batate nahi, Dosti aapki ANMOL hai humare liye, samajhte ho aap isliye hum jatate nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • yaado me apki har baat rahegi zindagi apki dosti se abaad rahegi chahe bhula de zamane ko hum apki ye pyari si dosti hamesha yaad rahegi
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Is dil ko dosto ki yad aati hai, Jo is dil ko udaas kar jaati hai, Koi puchta hai kitni yad aati hai, Kuch keh nhi pate bas Aankh bar aati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • TuTe Hue PHuL khushbu De Jate H Bite Hue PaL YAADE De jaTe H HAR DOST ka AnDaJ Hai ApNa ApNa Koi HaNsi ka PHuL To koi Gum ke SagaR De JaTe H
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS