• Categories
  • Whatsapp Love SMS   292
  • कब उनकी आँखों से इज़हार होगा दिल के किसी कोने में हमारे लिए प्यार होगा गुज़र रही हे रात उनकी याद में कभी तो उनको भी हमारा इंतज़ार होगा..
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • Iska Gham Nahi Ki Tu Mera Na Ho Saka.. Meri Mohabbat Me Mera Sahara Na Ban Saka.. Gam To Iska Bhi Nahi Ki Sukoon Dil Ka Lut Gaya.. Gam To Iska Hai Ki Mohabbat Se Bharosa Hi Uth Gay..!!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • Chalo Phr Dhoond Lein Hum! Usi Masoom Bachpan Ko! Unhi Masoom Khushiyon Ko! Unhi Rangeen Lamhon Ko! Jaha Ghum Ka Pata Na Tha! Jaha Dukh Ki Samjh Na Thi! Jahan Bus Muskurahat Thi! Baharein Hi Baharein Thi! Chalo Phr Dhond Laein Hum! Usi Masoom Bachpan Ko! Ke Jab Sawan Barasta Tha! To Us Kaghaz Ki Kashti Ko! Bana’na Aur Duba Dena! Boht Acha Sa Lgta Tha! Aur Is Duniya Ka Hr Chehra! Boht Sacha Sa Lagta Tha!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • Nasha Mohabbat Ka Ho, Sharaab Ka Ho Ya Whatsapp Ka Ho Hosh Teeno Me Khoo Jaate Hain Fark Sirf Itna Hai Ki... Sharaab Sulaa Deti Hai Mohabbat Rulaa Deti Hai Aur Whatsapp Yaaron Ki Yaad Dilaa Deti Hai...!!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • Kagaz Pe Hum Ne Zindagi Likh Di, Ankhon Se Seench Kar Apni Har Khushi Likh Di, Dard Jab Hum Ne Utara Lafzon Main, Zamanae Ne Kaha Wah Kia Ghazal Likh Di...
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • जीना चाहा तो जिंदगी से दूर थे हम मरना चाहा तो जीने को मजबूर थे हम सर झुका कर कबूल कर ली हर सजा बस कसूर इतना था कि बेकसूर थे हम।
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • कौन कहता है के दिल सिर्फ लफ्ज़ो से दुखाया जाता है ग्रूप की खामोशी भी कभी कभी आँखे नम कर देती है..
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • Agar rukne lage sanse meri to, mere paas aa jaana, Apni god me rakhker sir mera mujhe sehlana, Kuch pal hi sahi hm sari tanhai ki dastan bayan kr dege Fir meri kahani sunker thoda gumsum ho jana Rona mat warna humein bhi rona aa jayega Bs ek baar muskura kar pyaar se hume sula jana…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS
  • Nice Line: Zindagi Tab "Behtar" Hoti Hai, Jab Aap Khush Hote Hai. . Lekin, . Zindagi Tab "Behtareen" Hoti Hai, Jab Aapki Wajah Se Log Khush Hote Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Love SMS