Usne Raat Ke Andhere Mai
Mere Hath Ki Hatheli Pe
Likha Tha Apni Ungli Se
Mujhe Pyar Hai Tum Se
Jane Kaisi Siyahi Thi Wo
Ke Mitti Bhi Nahi Or Dikhti Bhi Nahi.
Nasha Mohabbat Ka Ho,
Sharaab
Ka Ho Ya Whatsapp Ka Ho
Hosh Teeno Me Khoo Jaate Hain
Fark Sirf Itna Hai Ki...
Sharaab Sulaa Deti Hai
Mohabbat Rulaa Deti Hai
Aur
Whatsapp Yaaron Ki Yaad Dilaa
Deti Hai...!!
Bahut Ajeeb Dard Hota Hai Jab Yaad Aapki Aati Hai..
Awaaz To Nahi Hoti Par Dil Ki Dharkan Badh Jaati Hai..
Ankho Ke Raaste Chamakte Moti Girne Lagte Hain..
Agar Us Pal Apne Seene Ko Na Daba Lu To Jaise Jaan Nikal Jaati Hai..
जब तेरी ररहमतों पर मेरी नज़र जाती है;
ऐ खुदा! मेरी ये दो आँखें फिर भर आती हैं;
तू दे रहा है मुझे हर चीज़ इस कदर;
कि हाथ दुआ में उठने से पहले ही झोली भर जाती है...