Nasha Mohabbat Ka Ho,
Sharaab
Ka Ho Ya Whatsapp Ka Ho
Hosh Teeno Me Khoo Jaate Hain
Fark Sirf Itna Hai Ki...
Sharaab Sulaa Deti Hai
Mohabbat Rulaa Deti Hai
Aur
Whatsapp Yaaron Ki Yaad Dilaa
Deti Hai...!!
सर झुकाओगे तो पत्थर देवता हो जाएगा
इतना मत चाहो उसे वो बेवफ़ा हो जाएगा
हम भी दरिया हैं हमें अपना हुनर मालूम है
जिस तरफ़ भी चल पडेगें रास्ता हो जाएगा
..........
Ek pyaara sa Sach:
Maafi Mangne ka ye Matlaab
nahi
ki Aap Galat
ho,
♥♥Aur Koi Dusra Saahhi..,
Par iska to ye matlab hota hai ki
Aap Is Rishtey
ki Dilse Kadar kerte hO.
Agree?
Thukra ke usne mujhko,
kaha ki muskuraao!
Maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha.
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
Usne khoya wo jo sirf usi ka tha...
Bharosa Rakho Kabhi
Aap Ka Bharosa Na
Todenge
Chahe Jo Ho Jaaye
Aapka Saath Na
Chhodenge
Chahe Jo Haalat Ho
Aapse Munh Na
Modenge
Tod Denge Sanson Ki
Dor Magar AapkaDil Na
Todenge..!!