• Categories
  • Whatsapp Shayari SMS   79
  • Choti si baat pe log rooth jaate hain, Haath unse anjaane mein chut jate hain, Kehte h bada najuk h apnepan ka Rishta, Esme haste haste bhi dil toot jate he.
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • Koi tumhe bhool jaye to kya karoge..............!!! sari yaden mitt jaye to kya karoge............!!! kisi ko chhodne se pehle ye soch laina...........!!! koi agar tumhe chhod jaye to kya karoge............!!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • "दोस्त की अहमियत समझो तो दोस्ती करना, दर्द की अहमियत समझो तो मोहब्बत करना, वादे की अहमियत समझो तो उसे पूरा करना, ओर हमारी अहमियत समझो तो याद ज़रूर करना."
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • क्या ज़रूरत थी दूर जाने की, पास रहकर भी तो तड़पा सकते थे…
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • सफर में मुश्किलें आऐ, तो हिम्मत और बढ़ती है, कोई अगर रास्ता रोके, तो जुर्रत और बढ़ती है, अगर बिकने पे आ जाओ, तो घट जाते है दाम अक्सर ना बिकने का इरादा हो तो, कीमत और बढ़ती है।
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • Kisi ne kisi se pucha "wado" or "yaado" me kya fark hai...usne bas itna hi kaha ki, "wado ko insaan tod deta hai, or"yaade" insan ko tod deti hai
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • Maηte Hai Hum Har Baat Kehηi Zaruri Nahi HOti,,,,,,,,, . Lekiη Har Baat AηkhOηSe Puri Ni HOti,,,,,,,, . Dil Kahe To Raaz Khol Do Kyunki,,,,,,,,, . Izhaar Ke Bina Mohabbat Puri Nahi HOti..
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • 1) Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aaye… 2) Tere na hone se zindagi mein bus itni si kami rehti hai, Main chahe lakh muskurau in ankho mein nami rehti hai… 3) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo…. Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti… 4) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain 5) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein.. samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • Dosti ne pyar se pucha. . Tu insan ko kya deti hai.. . Pyar ne kaha.. Mein pyar dekar phir gehre zakham de jati hu. . Phir pyar ne pucha.. tu insan ko kya deti hai.. . Dosti ne kaha.. Jaha tu pyar k bad gehre zakham dejati hai. Waha mein dosti bankar use marham deti hu.. . . !
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • साथ रहते रहते यूहीं वक्त गुज़र जाएगा दूर होने के बाद कौन किसे याद आएगा जी लो ये पल जब हुम्साथ है कल का क्या पता, वक्त कहाँ ले जाएगा
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • Mujhe Udaas Dekhkar Usne Kaha, Mere Hote Hue Tumhe Koi Dukh Nhi De Skta, "PHIR AISA HI HUA" Zindagi Mei Jitne Dukh Mile, Sab Usi ne Diye...
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • Har Raat 1 Naam Yad Aata Hai, Kabhi Subah Kabhi Sham Yaad Aata Hai, Jab Sochte Hai Ki Karle Dusri Mohabbat, Tab Pehli Mohabbat Ka Anjam Yaad Aata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS
  • आज किसी ने दिल तोड़ा तो हमको जैसे याद आया जिसका दिल हमने तोड़ा था जाने कैसा होगा?
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Shayari SMS